• No results found

Kishore Kumar SONG

N/A
N/A
Protected

Academic year: 2021

Share "Kishore Kumar SONG"

Copied!
31
0
0

Loading.... (view fulltext now)

Full text

(1)

All Kishore kumar songs Lyrics:

SONG: AISE NA MUJHE TUM

DEKHO

FILM: DARLING DARLING MUSIC: RAHUL DEV BURMAN LYRICS: ANAND BAKSHI YEAR: 1977

Aise Na Mujhe Tum Dekho Seene Se Laga Loonga

Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga

Hmm Hmm

Tere Dil Se Ae Dilbar Dil Mera Kehta Hain Pyar Ke Dushman Log Mujhe Dar Lagta Rehta Hain (X2) Thamlo Tum Meri Baahein Main Tumhe Sambhaloonga Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga

Aise Na Mujhe Tum Dekho Seene Se Laga Loonga

Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga Hey Hey Hey Hey Hmm

Dheemi Dheemi Aag Se Ek Shola Bhadkaya Hain Door Se Tumne Iss Dil Ko Kitna Tarsaya Hain (X2) Main Ab Iss Dil Ke Saare Armaan Nikaloonga

Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga

Aise Na Mujhe Tum Dekho Seene Se Laga Loonga

Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga Hmm Hmm Hmm Hmm Pyar Ke Daaman Mein Chunkar Hum Phool Bhar Lenge Raaste Ke Kaante Saare Door Kar Lenge (X2)

Jaaneman Tumko Apni Main Jaan Bana Loonga

Tumko Main Chura Loonga Tumse Dil Mein Chhupa Loonga

Aise Na Mujhe Tum Dekho... YEH DIL NA HOTA

Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Hote Aawara

Film- Bemisaal (view cd cover) Song Title- Ek Roz Main Tadapkar Singer- Kishore Kumar

Music Director- Rahul Dev Burman Lyricist- Anand Bakshi

Year of Release- 1982

Actors- Amitabh Bachchan, Rakhee, Vinod Mehra, Om Shivpuri, Aruna Irani, Deven Verma, Sheetal

Length- 6:08 (approximate filesize = 5,749 kb)

Date Added- Tuesday, April 08, 2003 Lyrics:

Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga

Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga

Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga

Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga

Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga

Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga

Main Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga

Tune Mujhe Jagaaya, Sone Na Doonga Tujhko

Hasne Na Doonga Tujhko, Rone Na Doonga Tujhko

Tune Mujhe Jagaaya, Sone Na Doonga Tujhko

Hasne Na Doonga Tujhko, Rone Na Doonga Tujhko

Koi Payaam Doonga, Koi Payaam Loonga

Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga

Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga

Teri Kasam Na Kuch Bhi, Tujhse Chhupaaoonga Main

Har Baat Apne Dil Ki, Tujhko Sunaaoonga Main

Teri Kasam Na Kuch Bhi, Tujhse Chhupaaoonga Main

Har Baat Apne Dil Ki, Tujhko Sunaaoonga Main

Lekin Zubaan Ke Badle, Aankhon Se Kaam Loonga

Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga

Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga

Haasil Na Hogi Tujhko, Aise Meri Mohabbat

Chaahat Ki Yaar Tujhko, Deni Padegi Keemat

Movie: Ghar

Singers: Kishore Kumar & Lata Mangeshkar Music: R.D.Burman

Lyrics: Gulzar Year: 1978

Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai (2)

Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

Lab Hile To Mogare Ke Phool Khilte Hai Kahin (2)

Aap Ki Aankhon Mein Kya Saahil Bhi Milte Hai Kahin

Aap Ki Khaamoshiyaan Bhi Aap Ki Aawaaz Hai

Lm: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

Aap Ki Baaton Mein Phir Koyi Sharaarat To Nahin (2)

Bevajeh Taareef Karna Aap Ki Aadat To Nahin Aap Ki Badmaashiyon Ke Yeh Naye Andaaz Hai

Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

Lm: Ho Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai

Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se Raaz Hai

(kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n kabhii laba pe shikaayata hai magara ai zindagii phira bhii mujhe tujhase mohabbata hai ) - 2 kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n

jo aataa hai vo jaataa hai, ye duniyaa aanii-jaanii hai

yahaa.N hara shaha musaaphira hai, saphara me.n zindagaanii hai

ujaalo.n kii zaruurata hai, andheraa merii kismata hai

kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n, kabhii laba pe shikaayata hai

magara ai zindagii phira bhii, mujhe tujhase mohabbata hai

zaraa ai zindagii dama le, teraa diidaara to kara luu.N

kabhii dekhaa nahii.n jisako, use mai.n pyaara to kara luu.N

abhii se chho.Da ke mata jaa, abhii terii zaruurata hai

(2)

Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar Hota (2)

Suna Jab Se Zamane Hai Bahar Ke, Hum Bhi Aaye Hai Raahi Banke Pyaar ke (2)

Koi Na Koi To Bulayega, Kade Hai Hum Bhi Raahon Mein.

Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Hote Aawara

Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar Hota

Arre Maana Usko Nahin Main Pehchanta, Banda Uska Pata Bhi Nahin Jaanta (2)

Milna Likha Hai To Aayega Khade Hai Hum Bhi Raahon Mein

Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Hote Aawara

Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar Hota

Uski Dhun Main Padega Dukh Jhelna, Seekha humne Bhi Patharon Se Khelna (2)

Soorat Kabhi To Deekhaiga, Kade Hai Hum Bhi Raahon Mein

Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Hote Aawara

Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar Hota (2)

Haasil Na Hogi Tujhko, Aise Meri Mohabbat

Chaahat Ki Yaar Tujhko, Deni Padegi Keemat

Sauda Na Muft Hoga, Main Dil Ke Daam Loonga

Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga

Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga

Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Loonga

Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Loonga

Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Naam Loonga

laba pe shikaayata hai

magara ai zindagii phira bhii, mujhe tujhase mohabbata hai

koI anajaana saa cheharaa, ubharataa hai phizaao.n me.n

ye kisakii aahaTe.n jaagii.n, merii khaamosha raaho.n me.n

abhii ai mauta mata aanaa, merii viiraana jan_nata hai

kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n, kabhii laba pe shikaayata hai

magara ai zindagii phira bhii, mujhe tujhase mohabbata hai

Song Name: O Manachali, Kahaan Chali Album Name: Manchali

Singer Names: Kishore Kumar, Lyricist Name:

Music Director:

o manachali, kahaan chali - 2

dekh dekh dekh dekh mujh se na sharama ek ek ek main huun bhanvara

aur tuu kali, o manachali hothon pe leke tera naam aai hai rang bhari shaam phuulon se chhalake hain jaam bhanvaron ne dil liye thaam aise mein, he he ho e he ho aise mein, tod ke prem ki dori o gori, chakori, tuu kahaan chali duniya se nahin darenge

ham tum mulaaqaate karenge aaja do baate karenge rangin barasaatein karenge ye sach hai e he o o e he o o ye sach hai main huun ek divaana na jaanaa, na maanaa, tuu kahaan chali rut aisi aai hui hai

badali si chhaai hui hai tuu kyon sharamaai hui hai mujhase ghabaraai hui hai pyaar mein e he o o e he o o

(3)

pyaar mein yaar se aankh churaake chhupaake, bachaake, tuu kahaan chali

Song Name: Jahan Teri Yeh Nazar Album Name: Kaalia

Singer Names: Kishore Kumar, Lyricist Name:

Music Director:

Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Bach na saka koi,Aaye kitne Lambe hai mere Haath itne

Dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai Are dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai jahan Teri Yeh Nazar Hai

Meri jaa muzhe khabar hai Kyon nahi jaani tu yeh samazta kaam nahi hai yeh tere baska Are Kyon nahi jaani tu yeh samazta kaam nahi hai yeh tere baska Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai jahan teri yeh nazar hai

Meri jaa muzhe khabar hai Meri taraf jo utha hai tan ke Kat ke wahi haath gira badan se Are Meri taraf jo utha hai tan ke Kat ke wahi haath gira badan se Saamne aaye kiska jigar hai Saamne aaye kiska jigar hai jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai

Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye band ho mutthi cheez phisal jaye Gili Gili Gili Gili Gili Gili Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye band ho mutthi cheez phisal jaye Dekh karishma yeh bhi idhar hai Dekh karishma yeh bhi idhar hai jahan teri yeh nazar hai

Meri jaa muzhe khabar hai

ye jameen gaa rahee hain ye jameen gaa rahee hain, aasamaan gaa rahaa hain

saath mere ye saaraa, jahaan gaa rahaa hai shaukh kaliyon ke ghoonghat sarakane lage hai mast foolon ke dil bhee dhadakane lage hai ye bahaaron kaa dilakash samaa gaa rahaa hai zoomakar parabaton pe ghataa chhaa rahee hai pyaar kee umar shaayad kareeb aa rahee hai meraa dil pyaar kee ye daastaan gaa rahaa hai bhool kar raah koee haseen aa naa jaaye is jagah koee paradaanasheen aa naa jaaye

(4)

is jagah aaj yek naujawaan gaa rahaa hai

chalaa jaataa hoo chalaa jaataa hoo, kisee kee dhoon me, dhadakate dil ke taraane liye

milan kee mastee bharee aakhon me, hajaaro sapane suhaane liye ye mastee ke najaare hai, to ayese mein sanbhalanaa kaisaa meree kasam jo laharaatee dagareeyaa ho, to fir kyo naa chaloo main bahakaa, bahakaa re mere jeewan mein ye shaam aayee hai, mohabbat waale jamaane liye wo aalam bhee ajab hogaa, wo jab mere kareeb aayegee meree kasam kabhee baiyyaa chhudaa legee, kabhee has ke gale se lag jaayegee haay meree baahon mein machal jaayegee, wo sachche zoothhe bahaane liye bahaaro me, najaaro me, najar daaloo to ayesaa laage meree kasam wo naino mein bhare kaajal ghooghant khole khadee hain mere aage re sharam se bozal zookee palakon me, jawaan raaton ke fasaane liye

diraam GIRL diraam garla, diraam garla

kisee shaayar kee gajal diraam garla kisee zeel kaa kanwal diraam garla kahee to milegee, kabhee to milegee aaj naheen to kal

lipatee gulaabon me, simatee hijaabon me khwaabon mein aatee hai, bheegee sharaabo me

paas rahatee hain wo pal do pala...kauna? diraam garla jab dekhatee hain wo, main dhoondh loongaa to

shabanam ghataa, chaandanee ban jaatee hain dosato rang rup letee hain wo badala...kauna? diraam garla gam se bikhar jaaoo, jee se gujar jaaoo

kyaa teree majree hai, bin dekhe mar jaaoo

kabhee parade se baahar nikala...ye, diraam garla

yek ladakee bheegee bhaagee see yek ladakee bheegee bhaagee see, sotee raaton mein jaagee see

milee yek ajanabee se, koee aage naa peechhe tum hee kaho ye koee baat hai

dil hee dil mein jalee jaatee hain, bigadee bigadee chalee aatee hain zoonzalaatee huee, balakhaatee huee, saawan kee sunee raat mein dagamag dagamag lahakee lahakee, bhoolee bhatakee, bahakee bahakee machalee machalee, ghar se nikalee, pagalee see kaalee raat mein tan bheegaa hain, sar geelaa hain, usakaa koee pech bhee dhilaa hain tanatee zookatee, chalatee rukatee, nikalee andheree raat mein

jaana-ye-man jaana-ye-man jaana-ye-man

jaana-ye-man kisee kaa naam naheen fir bhee ye naam hothhon pe naa ho

(5)

ayesee koee subah nahee, shaam naheen

maine sirf khayaalon se khwaabon kee sej sajaayee hain dil kee khaalee diwaaron par yek tasaweer banaayee hain tasaweeron pe marataa hoo, wakt gujaaraa karataa hoo mai mehaboob kee galiyon kaa, koee aashik badanaam naheen kal kee baat khudaa jaane, par aaj talak wo baat naheen dil par baadal chhaye hai, par aakhon mein barasaat naheen kaisaa main diwaanaa hoo, ayesaa main masataanaa hoo pyaas to hain in hothhon par, lekin haathon mein jaam naheen jab dard naheen thaa seene me, tab khaak majaa thaa jeene me ab ke shaayad hum bhee roye, saawan ke maheene me

yaaron kaa gam kyaa hotaa hai, maaloom n thaa anajaanon ko saaheel pe khade ho kar hum ne, dekhaa aksar tufaanon ko ab ke shaayad, hum bhee doobe, maujon ke sakeene me ayese to thhens naa lagatee thee, jab apane ruthhaa karate the itanaa to dard naa hotaa thaa, jab sapane tootaa karate the ab ke shaayad dil bhee toote..

ab ke shaayad hum bhee roye, saawan ke maheene me is kadar pyaar to koee karataa nahee

maranewaalon ke saath koee marataa nahee aap ke saamane main naa fir aaoongaa geet hee jab naa honge, to kyaa gaaoongaa meree aawaaj pyaaree hain to dosato yaar bas jaaye meraa doowaan karo

kaise kahe hum kaise kahe hum pyaar ne hum ko, kyaa kyaa khel dikhaaye

yoo sharamayee kismat hum se, khud se hum sharamaaye baagon ko to patazad loote, lootaa humei bahaar ne duniyaa maratee maut se lekin maaraa hum ko pyaar ne apanaa wo haal hai, beech safar me, jaise koee loot jaaye tum kyaa jaano, kyaa chaahaa thaa, kyaa lekar aaye hum toote sapane, ghaayal nagme, kuchh shole kuchh shabanam kitanaa kuchh hain paayaa hum ne, kahe to kahaa naa jaaye ayesee bajee shahanaayee gharame, ab tak so naa sake hum apanon ne hum ko itanaa sataayaa, roye to ronaa sake hum ab to karo kuchh ayesaa yaaro, hosh naa hum ko aaye

khwaab ho tum yaa khwaab ho tum yaa koee hakikat kaun ho tum batalaao

der se kitanee door khadee ho, aaur kareeb aa jaao subah pe jis tarah, shaam kaa ho gumaan

julfon mein yek cheharaa, kuchh jaaheer kuchh nihaar dhadakanon ne sunee, yek sadaa paanw kee

aaur dil pe laharaayee, aanchal ke chhaanw see mil hee jaatee ho tum muz ko har mod pe chal detee ho kitane, afasaane chhod ke fir pukaaro muze, fir meraa naam lo

(6)

koee lautaa de mere alabele din pyaare, mere bichhade saath sahaare, haay kahaa gaye

aankhon ke ujiyaare, meree sunee raat ke taare, haay kahaa gaye koee lautaa de mere beete huye din

beete huye din wo mere pyaare palachheen mere khwaabon ke mahal mere sapanon ke nagar pee liyaa jin ke liye, maine jeewan kaa jahar aaj main dhoondhoo kahaa, kho gaye jaane kidhar beete huye din wo haaye pyaare palachheen mai akelaa to naa thaa, the mere saathee kaee yek aandhee see uthhee, jo bhee thaa le ke gayee ayese bhee din the kabhee, meree duniyaan thee meree beete huye din wo haaye pyaare palachheen

mere dil ne tadap ke aa jaa o aa jaa

mere dil ne tadap ke jab naam teraa pukaaraa

kahaa se naa jaane chalaa aayaa ye mausam pyaaraa pyaaraa tere rasate pe main aankhen bichhaye baithhaa hoo

tere intajaar kee main duniyaan sajaaye baithhaa hoo dekhe teree najaron ko bhaaye naa bhaaye ye najaaraa teraa meraa pyaar yek raaj hee rahataa to achchhaa thaa soj naa banataa ye saaj hee rahataa to achchhaa thaa jaane kyaa hogaa jab hogaa ye milan humaaraa dhadak rahaa hain dil dil ko main kaise samazaaoo tuz se miloo yaa mile been yahaa se chalaa jaaoo ayesaa naa ho too ye dil tode jamaanaa hase saaraa

Ruk Jaana Nahin Lyrics

Hindi Song Title: Ruk Jaana Nahin

Hindi Movie/Album Name: IMTIHAAN(OLD)

Singer(s): KISHOR KUMAR

Hindi Lyrics:

ruk jaanaa naheen too kahee haar ke kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke o raahee, o raahee

sooraj dekh ruk gayaa hai, tere aage zook gayaa hai jab kabhee ayese koee masataanaa

nikale hain apanee dhoon mein deewaanaa shaam suhaanee ban jaate hai, din intajaar ke saathee naa kaarawaan hai, ye teraa imtihaan hai yoohee chalaa chal dil ke sahaare

ke detee hain manjaeel tuz ko ishaare

(7)

AAMAR O TO GAAN CHILO

AAMAR O TO GAAN CHILO, SWAD CHILO MONE SWARASWATIR CHARAN CHUYE ,THAKBO JIBONE AAMAR O TO GAAN CHILO, SWAD CHILO MONE SWARASWATIR CHARAN CHUYE, THAKBO JIBONE. JANI KI APARADHE SONATE SE GAAN

BANDHA BINA CHIRE GELO BHENGE GELO PRAN JANI KI APARADHE SONATE SE GAAN

BANDHA BINA CHIRE GELO BHENGE GELO PRAN KOTO SUKH PELO BIDHI TARE LIKHONE

AAMAR...JIBONE

TOMADER KACHE SUDHU JENE JETE CHAI NIYOTIR CHEYE BARO KICHU KI GO NAI TOMADER KACHE SUDHU JENE JETE CHAI NIYOTIR CHEYE BARO KICHU KI GO NAI BHALOBASA RAJAR RAJA NOI KI BHUBONE AAMAR...JIBONE

BHALOBASA NIYE ESO KACHETE AAMAR SUR KHUJE PABO AAMI KANTHE ABAR BHALOBASA NIYE ESO KACHETE AAMAR SUR KHUJE PABO AAMI KANTHE ABAR JALOGO ALOR SIKHA AADHARER KONE AAMAR...JIBONE 2

SWARASWATIR CHARAN CHUYE, THAKBO JIBONE.

Liye sapne nigahon me

Liye sapne nigahon me, chala hoon teri rahon me Zindagi aa raha hoon main

Kayi yaadon ke chehre hain, kayi kisse purane hain, Teri sau dastane hain, tere kitne fasane hain. Magar ik wo kahani hai, jo ab mujhko sunani hai Zindagi aa...

Mere haathon ki garmi se, bigar jayengi zanjeerein, Mere kadmon ki aahat se, badal jayengi taqdeerein, Umeedon ke diye lekar, ye sab tere liye lekar Zindagi ....

Kabhi tujhko gila mujhse, kabhi mujhko shikayat hai, Magar phirbhi tujhe meri, mujhe teri zaroorat hai, Main ye iqraar karta hoon, main tujhse pyar karta hoon, Zindagi aa....

jin raaton ki bhor

jin raaton ki bhor nahi hai

aaj aisi hi raat aai

jo jis gam mein doob gaya hai

saagar ki hai gaharai

(8)

meri vo manzil hai kahaan

paagal banakar jisake liye main

kho baitha hoon dono jahaan

jin raaton ...

raah kisi ki hui na roshan

jalana mera bekaar gaya

loot gai taqadeer mujhe main

jeet ke baazi haar gaya

jin raaton ki bhor nahi hai threedot

ye jawaanee, hain diwaanee

ye jawaanee, hain diwaanee, haa meree raanee, ruk jaao raanee

dekh jaraa peechhe mud ke, chalee kahaa ayese ud ke

baate, mulaakaate, karane kee shaam hain

ayese mein hain ruthhanaa, diwaanon kaa kaam hain

ruthhee, chal zoothhee, bas tootee dostee

shikawaa hothhon pe, aakhon mein pyaar bhee

mil ke, dil dil se, khil jaataa ban ke fool

par tuz ko naa bhoolee, chhotee see meree bhool

Inteha ho gayi intezaar ki

(inteha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki

yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya hui intezaar ki) -2

baat jo hai uss mein baat woh yahaan kahin nahin kissi mein

woh hai meri bas hai meri shor hai yahi gali gali mein

saath saath hai woh mere gham mein meri har khushi mein

zindagi mein woh nahin toh kuchh nahin hai meri zindagi mein

bujh na jaaye yeh shama aitbaar ki

intehaa...intezaar ki 2

ho oooo mere sajana lo main aa gayi

logon ne toh diye honge bade bade nazaraane

layi hoon main tere liye dil mera

dil yahi maange dua hum kabhi ho na judaa

mera hai mera hi rahe dil tera

yeh meri zindagi hai teri - 2

tu mera sapana

main tujhe paa gayi

(9)

gham ke andhere dhale bujh gaye sitaaren bhale

dekha tujhe toh dilon mein jaan aayi

honton pe taraane saje armaan deewane jage

baahon mein aake tu aise sharmaayi

chaa gayi phir wohi bekhudi

woh ghadi kho gayi intezaar ki

aa gayi rutt haseen hasl-e-yaar ki

yeh nasha yeh khushi ab na kam ho kabhi

umra bhar na dhale (raat pyaar ki)-3

kisee baat par main kisee

kisee baat par main kisee se khafaa hoon

mai jindaa hoon par jindagee se khafaa hoon

khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ...

muze dosaton se shikaayat hain shaayad

muze dushmanon se mohabbat hain shaayad

mai is dostee dushmanee se khafaa hoon

khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ...

n jaane kahaa kab kise dekhataa hoon

magar main jahaa jab jise dekhataa hoon

samazataa hain wo main usee se khafaa hoon

khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ...

n jaagaa huaa hoon, naa soyaa huaa hoon

main dil ke andheron mein khoyaa hoon

kisee chaand kee chaandanee se khafaa hoon

khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ...

Haal Kaisa Hai Janab Ka Movie Name: Chalti Ka Nam Gaadi (1958)

Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar Music Director: Burman S D Lyrics: Majrooh Sultanpuri Year: 1958

Producer: KS Films Director: Satyen Bose

Actors: Anoop Kumar, Ashok Kumar, Cuckoo, Kishore Kumar, Madhubala, Sajjan, Singh K N Theme: Comedy

Aashaa : Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa? Kishor : Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa? Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho

(10)

Kishor : Bahakii, Bahakii, Chale Hai Pavan Jo U.De Hai Teraa Aa.Nchal Aashaa : Chho.Do, Chho.Do, Dekho Dekho Gore Gore Kaale Kaale Baadal Kishor : Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai,

Zaraa Nazar Ko Sa.Nbhaalanaa Aashaa : Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa?

Kishor : Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa? Aashaa : Hoy! Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho

Kishor : ##Hmm Hmm,## Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %<Yodell..> Kishor : Pagalii!

Aashaa : A!

Kishor : Pagalii, Kabhii Tuune Sochaa Raste Me.N Gaye Mil Kyo.N? Aashaa : Pagale!

Kishor : Ha.N? Aashaa : Pagale! Kishor : E?!

Aashaa : Terii Baato.N Baato.N Me.N Dha.Dakataa Hai Dil Kyo.N ? Kishor : Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai Zaraa Nazar Ko Sa.Nbhaalanaa

Aashaa : Aa Aa, Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa? Kishor : Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa? Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho

Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %<Yodell..> Aashaa : Kaho Jii, Kaho Jii, Roz Tere Sa.Ng Yuu.Nhii Dil Bahalaaye.N Kyaa?

Kishor : Aha! Suno Jii, Suno Jii, Samajh Sako To Khud Samajho Bataae.N Kyaa ?

Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai Zaraa Nazar Ko Sambhaalanaa

Aashaa : Haay! Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa ? Kishor : Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa ? Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa

Kaanchi re kaanchi

Kaanchi re kaanchi re, prit meri saanchi Ruk jaa na jaa dil toda ke

Jhuuthaa hai ye gussaa teraa sachchaa nahin Sachche premi ko taDapaanaa achchhaa nahin Vaapas naa aauungaa main jo chalaa jaauungaa Ye teri galiyaan chhoda ke, e e

Tere haathon men hai meri Dori jaise

Kachche dhaage se main bandhaa aayaa aise Mushkil hai jinaa, dede o hasinaa

Vaapas meraa dil modake, e e

Kaanchaa re kaanchaa re, pyaar meraa saanchaa Ruk jaa naa jaa dil todake

(11)

Tan kyaa hai maine man rang liyaa

Bas chup hi rahanaa, ab phir naa kahanaa Ruk jaa naa jaa dil todake, e e

SONG: YEH KORI KANWARI

FILM: SAMUNDAR

MUSIC: RAHUL DEV BURMAN

LYRICS: ANAND BAKSHI

YEAR: 1986

Yeh Kori Karari Kanwari Nazar

Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar

Arre Husn Wale Tu Daaman Bachale

Jhukale Nigahen Yeh Aankhen Churale

Kabhi To Milegi Hamari Nazar

Maar Daalegi Zaalim Tumhari Nazar

Yeh Kori Karari Kanwari Nazar

Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar

Abhi Jo Jhuki Hain Abhi Jo Uthi Hain

Isi Pe Hamari Jawaani Luti Hain

Yehi Hain Mohabbat Ki Maari Nazar

Maar Daalegi Zaalim Tumhari Nazar

Yeh Kori Karari Kanwari Nazar

Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar

Bade Shaukh Se Tum Koi Khel Khelo

Mujhe Qatl Kardo Meri Jaan Lelo

Yeh Dil Ek Panchhi Shikari Nazar

Maar Daalegi Zaalim Tumhari Nazar

Yeh Kori Karari Kanwari Nazar

Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar

Lehron Ki Tarah Yaadein

Lehron Ki Tarah Yaadein

Dil Se Takraati Hain

Toofan Uthati Hain

Lehron Ki Tarah Yaadein

(12)

Kismat Mein Hai Ghor Andherey

Raatein Sulagati Dhundhle Savere

Lehron Ki Tarah Yaadein

Dil Se Takraati Hain

Toofan Uthati Hain

Lehron Ki Tarah Yaadein

Takte Taktey Sooni Raahein

Pathra Gayi Hai Ab To Nigahen

Lehron Ki Tarah Yaadein

Dil Se Takraati Hain

Toofan Uthati Hain

Lehron Ki Tarah Yaadein

Barson Se Dil Pe Bojh Uthaye

Dhoond Raha Hoon Pyaar Ke Saaye

Lehron Ki Tarah Yaadein

Dil Se Takraati Hain

Toofan Uthati Hain

Lehron Ki Tarah Yaadein

nakharewaalee

nakharewaalee, dekhane mein dekh lo hain kaisee bholeebhaalee

ajanabee ye chhoreeyaan, dil pen daale doreeyaan, man kee kaalee

wo to koee aaur thee jo aakhon se, samaa gayee dil mein

berahum bewafaa

apanaa kuchh ataa pataa bataa to de

bekalee, bekasee

kuchh to kam ho, fir se muskuraa to de

wo to koee aaur thee jo aakhon se, samaa gayee dil mein

Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha

Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha (2)

Aare Baitu Oooooo To Nahi Milti Hain Zami Hoooo

Main Udna Chahu To Hain Door Aasma

Naraj Koi Naa Koi Meherbaa

Na Kahi Koi Bijlee Na Koi Aashiaa (2)

Aare Baitu To Ooooo Nahi Milti Hain Zami Hooooooo

Main Udna Chahu To Hain Door Aasma

Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha

Jalta Hain Badan Kahi Saaya Nahi

(13)

Kisi Aanchal Ke Badle Hain Sulagta Dhoonya (2)

Aare Baitu To Ooooo Nahi Milti Hain Zami Hooooooo

Main Udna Chahu To Hain Door Aasma

Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha (2)

Akela Huin Main Is Jahan Mein

Akela Huin Main Is Jahan Mein Akeli Meri Dastaan

Na Manzil Koi Na Saathi Koi Jane Kya Ye Neela Aasman

Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Meri Raat Ka Ek Saathi Yehi Chand Ka Carvaan

Chaloon To Chale Rukhon To Ruke

Jane Kya Ye Neela Aasman

Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Mera Hamsafar Mera Saya Mera Meherbaan Raazdaan

Na Iska Koi Na Mera Koi Jane Na Ye Neela Aasman

Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Ye Dariya Ye Mauje Ye Sahil

Ye Chhalki Hui Mastiyan

Hai Ati Nazar Kuchh Kami Se Magar

Jane Kya Ye Neela Aasman

Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Akela Huin Main Is Jahan Mein Akeli Meri Dastaan

Na Manzil Koi Na Saathi Koi Jane Kya Ye Neela Aasman

Kya Khabar Kya Patah (Jaa Raha Huin Main Kahan)2x

Song: Bhanwre Ki Gunjan

Film: Kal Aaj Aur Kal

Music: Shankar Jaikishen

Lyrics: Hasrat Jaipuri

Year: 1971

Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil

Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil

Tere Liye Tere Liye

Tere Liye Tere Liye

Mujhe Kab Se Thi Pyar Ki Justjoo

Meri Zindagani Mein Hain Tu Hi Tu

Main Aya Hoon Duniya Mein Tere Liye

Mere Dil Men Jhoome Teri Aarzoo

(14)

Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil

Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil

Tere Liye Tere Liye

Tere Liye Tere Liye

Gagan Se Bhi Ooncha Mera Pyar Hai

Tujhipar Mitunga Yeh Ikraar Hai

Tu Itna Samajh Le Mere Humsafar

Tere Pyar Se Mera Sansaar Hai

Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil

Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil

Tere Liye Tere Liye

Tere Liye Tere Liye

SONG: DEKHA HAI ZINDAGI KO FILM: EK MAHAL HO SAPNO KA MUSIC: RAVI

LYRICS: ANAND BAKSHI YEAR: 1972

Dekha Hai Zindagi Ko, Kuchh Itna Karib Se Chehre Tamaam Lagne Lage Hain Ajib Se

Kehne Ko Dil Ki Baat Jinhein Dhundte They Hum - 2 Mehfil Mein Aa Gaye Hain Wo Apne Naseeb Se Dekha Hai Zindagi Ko, Kuchh Itnaa Karib Se Niilam Ho Raha Tha Kisi Naznin Ka Pyar - 2 Keemat Nahin Chukai Gai Ek Garib Se Dekha Hai Zindagi Ko, Kuchh Itna Karib Se Teri Wafa Ki Laash Pe Laa Main Hi Daal Dun - 2 Resham Ka Ye Kafan Jo Mila Hai Raqib Se Dekha Hai Zindagi Ko, Kuch Itna Karib Se

HUM KITNE NAADAN THEY YAARON FILM: SITAMGAR

MUSIC: RAHUL DEV BURMAN YEAR: 1985

Hum Kitne Naadan They Yaaron Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana Sach Hai Agar To Ek Mohabbat Jhooth Hai Baaki Sara Fasana Par Gaye Jaise Inn Aankhon Mein Zulm Ke Nafrat Ke Parde

Zindagi Tera Mujrim Hoon Main Ho Sakey To Maaf Karde

Andhi Raah Ke Andhi Safar Mein Beet Gaya Jeene Ka Bahana

(15)

Hum Kitne Naadan They Yaaron Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana Ab Yeh Mohabbat Ka Ehsaan Hai Yeh Jo Thodi Jaan Hai Mujhme Aakhir Main Jiska Kaatil Hoon Zinda Woh Insaan Hai Mujhme Iss Dil Ke Armaan Hai Kya Kya Yeh To Abhi Dekhega Zamana Hum Kitne Naadan They Yaaron Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana Sach Hai Agar To Ek Mohabbat Jhooth Hai Baaki Sara Fasana Hum Kitne Naadan They Yaaron Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana

Song: Jo Raha Chuni Tune Singer: Kishore Kumar Music: Ravindra Jain Lyrics: M.G.Hashmat Year:1976

Jo Raah Chuni Tune, Arre Jo Raah Chuni Tune

Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Ho Kitni Bhi Lambi Raat Arre Ooo Ho Kitni Bhi Lambi Raat

Diya Ban Jalte Jaana Re

Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Jo Raah Chuni Tune

Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re

Kabhi Ped Ka Saaya Ped Ke Kaam Na Aaya Ooo Kabhi Ped Ka Saaya Ped Ke Kaam Na Aaya Arre Seva Mein Sabhi Ki Usne Janam Bitaaya Oo Koi Kitne Bhi Phal Tode,

Arre O Koi Kitne Bhi Phal Tode Use To Hai Phalte Jaana Re

Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re

Teri Apni Kahani Yeh Darpan Bol Raha Hai Oo Teri Apni Kahani Yeh Darpan Bol Raha Hai Bheegi Aankh Ka Paani, Hakikat Khol Raha Hai Oo Jis Rang Mein Dhaale Waqt

Arre O Jis Rang Mein Dhaale Waqt Musafir Dhalte Jaana Re

Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re

Jeevan Ke Safar Mein Aise Bhi Mod Hain Aate Ooo Jeevan Ke Safar Mein Aise Bhi Mod Hain Aate Jahan Chal Dete Hain Apne Bhi Tod Ke Naate Kahin Dheeraj Choot Na Jaye,

Arre O Kahin Dheeraj Choot Na Jaye, Tu Dekh Sambhalte Jaana Re

Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re

Tere Pyar Ki Maala Kahin Jo Toot Bhi Jaye Oo Tere Pyar Ki Maala Kahin Jo Toot Bhi Jaye Janmon Ka Saathi Kabhi Jo Choot Bhi Jaye De Dekar Jhoothi Aas

(16)

Tu Khud Ko Chhalte Jaana Re Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Ho Kitni Bhi Lambi Raat

Arre O Ho Kitni Bhi Lambi Raat Diya Ban Jalte Jaana Re

Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re

Song: Kahaan Tak Yeh Man Ko Film: Baaton Baaton Mein Music: Rajesh Roshan Lyrics: Amit Khanna Year: 1978

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kabhi Sukh Kabhi Dukh Yehi Zindagi Hai Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai Naye Phool Kal Phir Dagar Mein Khilengey Udaasi Bahre Din Kabhi To Dhalengey Bhaley Tez Kitna Hawa Ka Ho Jhonka Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa Jo Bichhde Safar Mein Tujhe Phir Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kahe Koi Kuch Bhi Magar Sach Yehi Hai Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Usey Ek Din To Kinare Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Dukhi Man Mere Sun Meraa Kahanaa

Dukhi Man Mere Sun Meraa Kahanaa

jahaan nahin Chainaa vahaan nahin Rahanaa Dukhi Man

(17)

Dard Hamaaraa Koi Na Jaane Apani Garaj Ke Sab hain Divaane Kisake Aage Ronaa roen

Des Paraayaa Log Begaane Dukhi Man

Laakh yahaan Jholi Phailaa Le Kuchh nahin denge Is Jag Vaale Patthar Ke Dil Mom Na honge Chaahe Jitanaa Nir Bahaale Dukhi Man

Apane Liye Kab hain Ye Mele Ham hain Har Ik Mele men Akele Kyaa Paaegaa usamen Rahakar Jo Duniyaa Jivan Se Khele Dukhi Man

kaise kahe hum pyaar ne hum ko

kaise kahe hum pyaar ne hum ko, kyaa kyaa khel dikhaaye yoo sharamayee kismat hum se, khud se hum sharamaaye baagon ko to patazad loote, lootaa humei bahaar ne duniyaa maratee maut se lekin maaraa hum ko pyaar ne apanaa wo haal hai, beech safar me, jaise koee loot jaaye tum kyaa jaano, kyaa chaahaa thaa, kyaa lekar aaye hum toote sapane, ghaayal nagme, kuchh shole kuchh shabanam kitanaa kuchh hain paayaa hum ne, kahe to kahaa naa jaaye ayesee bajee shahanaayee gharame, ab tak so naa sake hum apanon ne hum ko itanaa sataayaa, roye to ronaa sake hum ab to karo kuchh ayesaa yaaro, hosh naa hum ko aaye

Tere jaisa yaar kahan

Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Meri zindagi sawaari Mujhko gale lagake Baitha diya falak pe Mujhe khaat se oothake Meri zindagi sawaari Mujhko gale lagake Baitha diya falak pe

(18)

Mujhe khaat se oothake Yaara teri yaari ko Maine to khuda mana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye Mere dil ki yeh dua hai Kabhi door tu na jaaye Tere bina ho jeena Woh din kabhi na aaye Tere sung jeena yahan Tere sung mar jaana Yaad karegi duniya Tera mera afsana Tere jaisa yaar kahan Kahan aisa yaarana Yaad karegi duniya Tera mera afsana

raah pe rahate hai, yaadon pe basar karate hai

raah pe rahate hai, yaadon pe basar karate hai khush raho yehale watan hum to safar karate hai jal gaye jo dhoonp mein to saayaa ho gaye

aasamaan kaa koee konaa, thodaa so gaye jo gujar jaatee hain bas us pe gujar karate hai udate pairo ke tale jab bahatee hain jameen mud ke humane koee manjil dekhee hee nahee raat din raahon pe hum shaama-o-sahar karate hai

kabhee sochataa hoo ke main kuchh kahoo

kabhee sochataa hoo ke main kuchh kahoo kabhee sochataa hoo ke main choop rahoo aadamee jo kahataa hai, aadamee jo sunataa hai jindageebhar wo sadaayen peechhaa karatee hai aadamee jo detaa hai, aadamee jo letaa hai

jindageebhar wo doowaanyen peechhaa karatee hai koee bhee ho har khwaab to sachchaa naheen hotaa bahot jyaadaa pyaar bhee achchhaa naheen hotaa kabhee daaman chhoooodaanaa ho to mushkil ho pyaar ke rishten toote to, pyaar ke raste chhoote to raaste mein fir wafaayen peechhaa karatee hai

(19)

kabhee kabhee man dhoonp ke kaaran tarasataa hai kabhee kabhee fir zoom ke saawan barasataa hai palak zapaken yahaa mausam badal jaaye

pyaas kabhee mitatee nahee, yek boond bhee milatee nahee aaur kabhee rimazim ghataayen peechhaa karatee hai

mere nainaa saavan bhaadon

(hmm hmm, haa haa haa) -2 (mere nainaa saavan bhaadon

(phir bhi meraa man pyaasaa..) -2 ) -2 ai dil deevaane, khel hai kyaa jaane dard bharaa ye, geet kahaaN se

in honThon pe aaye-ey-ey, door kahin le jaaye bhool gayaa kyaa, bhool ke bhi hai

mujhko yaad zaraa saa.., phir bhi meraa man pyaasaa baat puraani hai, ek kahaani hai

ab sochooN tumhen, yaad nahin hai

ab sochooN nahin bhoole-ey-ey, vo saavan ke jhoole rut aaye rut jaaye deke

jhooThaa ek dilaasaa.., phir bhi meraa man pyaasaa barson beet gaye, hamko mile bichhDe

bijuri bankar, gagan pe chamki

beete samay ki rekhaa-aa-aa, main ne tum ko dekhaa man sang aaNkh-michauli khele

aashaa aur niraashaa.., phir bhi meraa man pyaasaa mere nainaa saavan bhaadon

(phir bhi meraa man pyaasaa..) -2 *slow*: phir bhi meraa man pyaasaa

aa hamsafar pyaar ki sej par

lata: aa aa aa kishore:

aa hamsafar pyaar ki sej par kuchh kahen, kuchh sunen jaag ke raat bhar hamasafar lata:

aa hamsafar pyaar kii sej par kuchh kahen, kuchh sunen jaag ke raat bhar aa hamasafar lata:

itana pyaar tu sanam laya hai kahan se kishore:

(20)

lata:

main jo bhi hoon vo hai, tere pyaar kaa asar kishore:

kahin lag na jaae tujh ko meri nazar aa hamasafar pyaar ki sej par lata:

kuchh kahen, kuchh sunen jaag ke raat bhar aa aa aa both: aa hamasafar

lata:

aao aaj milen kuchh to kho ke pa lein kishore:

aao aaj lut ke kuchh to ham chura lein lata:

kahoon kya main dil mein uth rahi hai kya lahar kishore:

gale mujh se milke, ho jaa too bekhabar lata:

aa hamasafar pyaar ki sej par kishore:

kuchh kahen kuchh sunen jaag ke raat bhar aa aa lata:

aa hamasafar kishore:

pyaar ki sej par lata:

kuchh kahen kishore: kuchh sunen

both: jaag ke raat bhar aa hamasafar

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Kabhi Sukh Kabhi Dukh Yehi Zindagi Hai Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai

(21)

Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai Naye Phool Kal Phir Dagar Mein Khilengey Udaasi Bahre Din Kabhi To Dhalengey Bhaley Tez Kitna Hawa Ka Ho Jhonka

Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa Jo Bichhde Safar Mein Tujhe Phir Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey Kahe Koi Kuch Bhi Magar Sach Yehi Hai Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain Usey Ek Din To Kinare Milengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Yeh Din To Hai Mubarak Iss Din Ko Naam Kya Doon Mushkil Mein Pad Gaya Hoon Tujhe Kaun Si Dua Doon Koi Shama Sheeshe Ki Laya Koi Peetal Ka Parwana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana Anmol Jeevan Ka

Har Pal Haseen Hoga Aaja Chalengey Milke

Ulfat Ki Raahon Mein

Chahat Ki Bahon Mein Armaan Khilenge Dil Ke

Pyar Dua Hai Pyar Dawa Hai

Pyar Ko Yun Na Thukrana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana

Koi Shama Sheeshe Ki Laya Parwane Ki Zindagi

To Rahegi Sada Hi Shama Ke Bas Mein Ho Diwane Ko Bin Jalaye Pighal Hi Na Jaana

(22)

Nibhana Rasme

Dekh Shuru Hone Se Pehle Khatm Na Ho Jaaye Afsana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana

Koi Shama Sheeshe Ki Laya

Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila

Pyar Ka Badla Mujhe Dekho Kaisa Mila

Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila (X2) Maine Samjha Jisey Chand Ki Chandni Wo To Ek Aag Thi Jis Mein Ghar Jal Gaya Bhool Thi Yeh Meri Kya Karoon Ab Gila Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila Maine Apna Lahoo Deke Seencha Ise Mere Gulshan Mein Yeh Kaisi Ayee Baahaar Kitne Kaante Khile Phool Ek Na Khila Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila Ek Hasrat Banee Har Tamanna Meri Itni Daulat Bhala Mere Kis Kaam Ki Hai Yehi Zindagi, Zindagi Ka Sila Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila Pyar Ka Badla Mujhe

Dekho Kaisa Mila

Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila

Mera geet adhura hain koi bikhre taare sajaa de

Aahaaaaaaa Aaahaaaaa

Mera geet adhura hain koi bikhre taare sajaa de(2) Mera geet adhura hain.

Geet mera ek sundar sapna ek jhilmil tasveer(2) Raat ka saathi ek sitara raahi ki taqdeer

Dil mein mere machle rahe rahe ke hardam rahe yeh teer(2) Koi bhikre taare sajaa de mera geet adhura hain(2).

In sansoo ki sargam puchh the saubaar (2) Paas bhi ho door bhi ho kaun ho tum uss paar

Tum jo milo tho geet ho pura mil jaye mann ke taar(2) Mera geet adhura hain koi bhikre taare sajaa de

Mera geet adhura hain..

ye dard bharaa afsaanaa

ye dard bharaa afsaanaa, sun le anaaan zamaanaa zamaanaa main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2 ye dard bharaa afsaanaa...

(23)

koi bhi vaadaa, yaad na aayaa koi qasam bhi, yaad na aayee meri duhaai, sun le Khudaai mere sanam ne, ki bevafaai dil TooT gayaa deevaanaa

sun le anjaan zamaanaa zamaanaa

main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2 phooloN se maine daaman bachaayaa

raaho mein apni kaaNTe bichhaaye main hooN deevaanaa, deevaangi ne ik bevafaa se nehaa lagaaye

jo pyaar ko na pahchaanaa

sun le anjaan zamaanaa zamaanaa

main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2 yaaden puraani, aane lagin kyaa

aaNkhen jhukaa lee, kyaa dil mein aayee dekho nazaaraa, dilbar hamaaraa

kaisi hamaari, mahfil me aayaa hai saath koi, begaanaa

sun le anjaan zamaanaa zamaanaa

main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2

Koi Lauta De Mere Beete Hue Din

Albele Din Pyaare Mere Bichhde Saath Sahaare Haye Kahan Gaye Haye Kahan Gaye

Aankhon Ke Ujiyare Meri Sooni Raat Ke Taare Haye Kahan Gaye

Koi Lauta De Mere Beete Hue Din

Beete Hue Din Woh Mere Pyaare Palchhin

Mere Khwabon Ke Mahal, Mere Sapnon Ke Nagar Pee Liya Jinke Liye Maine Jeevan Ka Zahar

Aaj Maein Dhoondun Kahan Kho Gaye Jaane Kidhar Beete Hue Din Woh Mere Pyaare Palchhin

Maein Akela To Na Tha The Mere Saathi Kai Ek Aandhi Si Uthi Jo Bhi Tha Leke Gai Aise Bhi Din The Kabhi Meri Duniya Thi Meri Beete Hue Din Woh Mere Pyaare Palchhin

Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar

Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar Woh to hai pyaar

Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar Woh to hai pyaar

Koi kabhi chu na paaye Maut aake laut jaaye Yeh woh dua hai pyaar Woh hai yeh pyaar

(24)

Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar Woh to hai pyaar

Woh to hai pyaar

Jeevan naya humko tumne diya Taqdeer se ab nahi hai gila Nahi hai gila

Jeevan naya humko tumne diya Taqdeer se ab nahi hai gila Hai dard kya hum samajhne lage Humdard tumsa hume jo mila Hume jo mila

Andheron mein roshni hai Viranon mein zindagi hai Naame khuda hai pyaar Woh to hai pyaar

Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar Woh to hai pyaar

Woh to hai pyaar

Nafrat se bhi tum mohabbat karo Pehla sabak humne tumse liya Tumse liya

Nafrat se bhi tum mohabbat karo Pehla sabak humne tumse liya Zameen aasmaan aaj mil hi gaye Mushkil ko moomkin bana hi diya Bana hi diya

Koi yahan aisa kahan Jeet le jo sara jahan Yeh woh ada hai pyaar Woh to hai pyaar

Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar Woh to hai pyaar

Koi kabhi chu na paaye Maut aake laut jaaye Yeh woh dua hai pyaar Woh to hai pyaar Woh to hai pyaar Woh to hai pyaar

jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye

(jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaye

karu jatan lakh magar man (machal machal jaye)-2)-2 jabhi koi kangana bole

(jalak gaye rang jahan par ulaj gaye naina re naina)-2 paaye nahin yeh man banjara kahin bhi chaina re chaina mere dil ki payaas adhuri mujhe bhatkaye

jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye jabbhi koi kangana

(25)

kali kali jhume bhavanra agan pe jal jaye patanga-2 chanda ko chakor nihare (isi mein sukh paye)-2 jivan se yeh ras ka bandhan toda nahin jaye (jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaye

karu jatan lakh magar man (machal machal jaye)-2)-2 jabhi koi kangana bole

Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe

Hmm

Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe Kabhi Kabhie Ittefaq Se

Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain

Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain (X2)

Aawaz Ki Duniya Ke Doston Kal Raat Kisi Jagah Mujhko

Kis Kadar Yeh Haseen Khayal Mila Hain Raah Mein Ek Reshmi Rumal Mila Hain Jo Giraya Tha Kisine Jaankar

Jiska Ho Le Jaaye Wo Pehchankar

Warna Main Rakh Loonga Ussko Apna Jaankar Kisi Husn Wale Ki Nishani Maankar

Nishaani Maankar

Hanste Gaate Logon Ki Baaton Hi Baaton Mein Kabhi Kabhie Ek Mazaaq Se

Kitne Jawaan Kisse Ban Jaate Hain Un Kisso Mein Chund Bhool Jaate Hain Chund Yaad Reh Jaate Hain

Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Taqdeer Mujhpe Meherbaan Hai Jis Shaukh Ki Yeh Daastaan Hai

Usne Bhi Shaayad Yeh Paighaam Suna Ho Mere Geeton Mein Apna Naam Suna Ho (X2) Door Baithi Yeh Raaz Wo Jaan Le

Meri Aawaz Ko Pehchaan Le

Kaash Phir Kal Raat Jaisi Barsaat Ho Aur Meri Uski Kahin Mulaqaat Ho Mulaaqat Ho

Lambi Lambi Raaton Mein Neend Nahin Jab Aayen Kabhi Kabhie Iss Firaaq Se

Kitne Haseen Khwab Ban Jaate Hain

Unn Mein Se Kuch Khwab Bhool Jaate Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain Kuch Yaad Reh Jaate Hain

(26)

Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe

Kabhi Kabhie Ittefaq Se Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain

Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Aye Zindagi Hui Kaha Bhool

Aye Zindagi Hui Kaha Bhool Jiski Hume Mili Yeh Saza (2) Kaha Se Kaha Layee Tu Hume Humse Hain Kion Itni Khafa Aye Zindagi

Kaha Gaye Din Woh Suhane Kaha Khoya Payar Humara Kaha Udi Kaya Chingari Jal Gaya Woh Sukh Sara Hoo Apna Kahi Koi Nahi Lake Kaha Hume Mara Aye Zindegi Hui Kaha Bhool Jiski Hume Mili Yeh Saza Aye Zindagi

Beete Jo Dil Pe Humare Jake Kaha Kisko Sunaye Chalke Jo Aanko Se Dil Ke Aanshoo Yeh Kisko Dikhaye Hoo Kaun Sune Dil Ka Yeh Gam Dushman Hain Jag Sara

Aye Zindagi Hui Kaha Bhool Jiski Hume Mili Yeh Saja Aye Zindagi

Jaye To Hum Kaha Jaye Suje Naa Koi Kinara Bhar Gaya Ji Inha Jike Chod De Peecha Humara

Hoooo Teri Kasam Duniya Mein Hum Aayenge Na Dawara

Aye Zindagi Hui Kaha Bhool Jiski Hume Mili Yeh Saja Kaha Se Kaha Layee Tu Hume Humse Hain Kiyon Itni Khafa Aye Zindagi Hui Kaha Bhool Aye Zindagi Kaya Hain Tere Khel Tere Siva Kisko Pata

Kis Mod Pe Kaya De Hume Kis Mod Pe Chhin Le Kaya

khushi do ghadi ki, mile na mile

khushi do ghadi ki, mile na mile shama arazu ki, jale na jale

(27)

khushi do ghadi ki ...

rahaguzar mein kai manzilen bhi milen (2) dekh kar ek pal, dam liya phir chale

khushi do ghadi ki ...

har kadam par nae marhale the khade (2) ham chale dil chala, dil chala ham chale khushi do ghadi ki ...

Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai

Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai Ek Hazaron Mein Meri Behna Hai

Sari Umar Hame Sang Rehna Hai

Ye Na Jaana Duniya Ne Tu Hai Kyon Udaas Teri Pyaari Aankhon Mein Pyar Ki Hai Pyaas Aa Mere Paas Aa Keh Jo Kehna Hai

Ek Hazaron Mein ...

Jabse Meri Aankhon Se Ho Gayi Tu Door Tabse Sare Jeevan Ke Sapne Hain Choor Aankhon Mein Neend Na Dil Mein Chaina Hai Ek Hazaron Mein ...

Dekho Hum Tum Dono Hain Ek Dali Ke Phool Maein Na Bhoola Tu Kaise Mujhko Gai Bhool Aa Mere Paas Aa Keh Jo Kehna Hai

Ek Hazaron Mein ...

bhole o bhole

bhole o bhole tu ruutha dil tuuta (mere yaar ko mana de vo pyaar phir jaga de) 2

kya hoga phir tera gauri jo ruutha jaaye shankar tere maathe ka chanda jo tuuta jaaye dam dam dam damaru na baaje

bam bam bam phir tu na naache yaar agar na maane

mere yaar ko ...

wo bichada to kasam se phir main na ji sakuunga mere bhole tere jaise main zahar na pi sakuunga zism huun main wo jaan hai meri

usako nahi pahachaan hai meri pyaar mera tu jaane

mere yaar ko ...

(28)

kuchh to log kahenge, logaane kaa kaam hain kahanaa

chhodo, bekaar kee baato mein , kahee beet naa jaaye rainaa kuchh reet jagat kee ayesee hai

har yek subah kee shaam huyee too kaun hai, teraa naam hain kyaa seetaa bhee yahaa badanaam huyee fir kyo sansaar kee baaton se

bheeg gaye tere nainaa hum ko jo taane dete hai

hum khoye hain in rang raliyon me hum ne un ko bhee chhup chhup ke aate dekhaa in galiyon me

ye sach hain zoothhee baat nahee tum bolo ye sach hain naa

o maajhi re o maajhi re

o maajhi re o maajhi re

apana kinaara nadiya ki dhaara hain o maajhi re saahilon se behne wale kabhi suna to hoga kahi kaagazo ki kashtiyon ka kahi kinaara hota nahi o maajhi re maajhi re

koi kinaara jo kinaare se mile wo apana kinaara hain o maajhi re

paaniyon mein beh rahen hain kayi kinaar toote huye raasto mein mil gaye hain sabhi sahaare toote huye koi sahaara majh dhaare mein mile to apana sahaara hain o maajhi re apana kinaara nadiya ki dhaara hain

Surama Mera Nirala, Ankhon Mein Jisane Dala

Surama Mera Nirala, Ankhon Mein Jisane Dala Jivan Hua Ujala, Hai Koi Nazar Vala,

Hai Koi Nazar Vala, Ra Ra Ra Ra O, Layi Layi Surama Layi-E-O - 2

O, De, Di-Di-Di-Di-De-I, Du-Du-Du-Du-Do-U-O Ye Vaqt Ye Zamana, Jab Na Lage Suhana Phir Mere Paas Ana, Khaadim Hun Main Purana

Rakhata Jo Kuchh Nazar Hai, Samajhega Kya Asar Hai Andhe Ko Kya Khabar Hai, Hai Koi Nazar Vala,

Hai Koi Nazar Vala, Ya Ya Ya Ya Surama Mera Nirala Du-Du-Do-U-O

Dushman Jise Sataaye, Isako Lagaake Jaaye Jaake Nazar Milaye, Dhokha Kabhi Na Khaaye

Budha Ho Ya Ho Bachcha, Kyon Ho Nazar Ka Kachcha Rakhata Hun Maal Achchha,

(29)

Hai Koi Nazar Vala, Ya Ya Ya Ya Surama Mera Nirala Du-Du-Do-U-O

Kissa Abhi Hai Kal Kaa, Ruthi Thi Ghar Ki Malika Surama Idhar Se Jhalaka, Gussa Udhar Ka Halaka Sunate Ho Mere Bhai, Phero To Ek Kalai

Qimat Hai Tin Pai, Hai Koi Nazar Vala Tu Tu Tu Dam Surama Mera Nirala Ya Ya Ya Ya

O Manachali, Kahaan Chali - 2

O Manachali, Kahaan Chali - 2

Dekh Dekh Dekh Dekh Mujh Se Na Sharama Ek Ek Ek Main Huun Bhanvara

Aur Tuu Kali, O Manachali Hothon Pe Leke Tera Naam Aai Hai Rang Bhari Shaam Phuulon Se Chhalake Hain Jaam Bhanvaron Ne Dil Liye Thaam Aise Mein, He He Ho E He Ho Aise Mein, Tod Ke Prem Ki Dori O Gori, Chakori, Tuu Kahaan Chali

[ O Manachali, Kahaan Chali Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Duniya Se Nahin Darenge

Ham Tum Mulaaqaate Karenge Aaja Do Baate Karenge

Rangin Barasaatein Karenge Ye Sach Hai E He O O E He O O Ye Sach Hai Main Huun Ek Divaana Na Jaanaa, Na Maanaa, Tuu Kahaan Chali Rut Aisi Aai Hui Hai

Badali Si Chhaai Hui Hai Tuu Kyon Sharamaai Hui Hai Mujhase Ghabaraai Hui Hai Pyaar Mein E He O O E He O O Pyaar Mein Yaar Se Aankh Churaake Chhupaake, Bachaake, Tuu Kahaan Chali

Saare jahan ki amanat hai ye

Ahaha haha (2)

[Saare jahan ki amanat hai ye

Ye jeevan tumhara tumhara nahin] (2) Jeene ke laakhon sahare yahan

Bas ek hi to(sahara nahin) (2) Ahaha haha (2)

[Agar koi duniya se ruthe to kya Koi phool khilte hi toote to kya] (2) Sitare hazaaron hai aakash par

(30)

Bas ek hi tho (sitara nahin) (2) Ahaha haha (2)

Saare jahan ki amanat hai ye Ye jeevan tumhara tumhara nahin Jeevan mitana hai diwanapan Koi pyar jeevan se pyara nahin [Kisike iradon ke khatir jiyo Kisiki muradon ke khatir jiyo] (2) Hai yaadon mein jeena bhi to zindagi Jeena tumhe kyoon(gawara nahin) (2) Ahaha haha (2)

Saare jahan ki amanat hai ye Ye jeevan tumhara tumhara nahin Jeevan mitana hai diwanapan Koi pyar jeevan se pyara nahin [Kaisi udasi ye kaisa hai sokh

Jeevan mein ate hai jate hai log](2) Naya koi saathi khara rahon me

Use pyar se kyoon(pukara nahin)(2) Ahaha haha (2)

Saare jahan ki amanat hai ye Ye jeevan tumhara tumhara nahin Jeevan mitana hai diwanapan Koi pyar jeevan se pyara nahin Jeene ke lakhon sahare yahan Bas ek hi to(sahara nahin)(2) Ahaha haha (2)

Koi Shama Sheeshe Ki Laya

Yeh Din To Hai Mubarak Iss Din Ko Naam Kya Doon Mushkil Mein Pad Gaya Hoon Tujhe Kaun Si Dua Doon Koi Shama Sheeshe Ki Laya Koi Peetal Ka Parwana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana Anmol Jeevan Ka

Har Pal Haseen Hoga Aaja Chalengey Milke

Ulfat Ki Raahon Mein

Chahat Ki Bahon Mein Armaan Khilenge Dil Ke

Pyar Dua Hai Pyar Dawa Hai

Pyar Ko Yun Na Thukrana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana

Koi Shama Sheeshe Ki Laya Parwane Ki Zindagi

(31)

Shama Ke Bas Mein

Ho Diwane Ko Bin Jalaye Pighal Hi Na Jaana Nibhana Rasme

Dekh Shuru Hone Se Pehle Khatm Na Ho Jaaye Afsana Do Naino Ka Mara Leke Aaya Dil Ka Nazrana Koi Shama Sheeshe Ki Laya

References

Related documents

Contrast-Adjusted Otsu’s Method: In this study, a thresholding method is proposed that includes a contrast adjustment routine utilizing Otsu’s thresholding to

ehuukFk ;k eRL;sUnzukFk iM+kA 13 eRL;sUnzukFk th ds ns”k vkSj dky ds lUnHkZ eas usikyh ijEijk eas.. izkIr ,d rF; dk mYys[k v ko”;d gS ftlds vuqlkj usiky ujs”k jusUnznso ;k

If the PCs decide to do nothing to protect Fauligmere against the witch, decrease Favour: Nobility, Favour: Common Folk, and Favour: Zealots by 1.. t he W itCh

Now, leave Lewis' house, and speak to blue-haired man who is walking back &amp; forth nearby the exit that's at the bottom right of the town into the Triangle Gate.. Now, go

saat sumandar paar,dhanak peqadam: akhar rayaz iban­e­batoota k tuaqimein, chlatay ho to cheen ko chalye, zameen gol hai:

D) to 8pin DIN Control Output E) to 4pin DIN Video 1 Output F) to Left Speaker Terminals (tied black and white cables). B C D

It looks like he didn‘t do that really important thing he meant to do!. He was going to tell someone something life-altering, but he was afraid of

Eskay liye jumua k din ek namaz khas hain aur agar koi har jumua ko es namaz ko apna mamol banalay to kabhi rizq k liye koi dusra wazifa ya chilla karnay ki zaroorat hi na