• No results found

Ladies Sangeet

N/A
N/A
Protected

Academic year: 2021

Share "Ladies Sangeet"

Copied!
6
0
0

Loading.... (view fulltext now)

Full text

(1)

Ladies Sangeet Musical Melody Script:

Peechle kuch mahino se hamare jeejaji ki aur didi ki joh love story hamane dekhi hai. Us hi ko present kar rahe hai aapke samne in the form of a musical melody.

1. Hai apna dil to awara:

Toh shuruat waha se kaha karte hai jab Jeejaji bahut busy hai apne business after college and ab ghar walon ko aur nahi rok sakte. Shaadi ke liye haa karni hi padi.

Kuch aise log bhi hote hai jo unlike others jald se jald shaadi karna chahte hain. Aise kisse kabhi kisi sadi mein hi dekhne ko milte hain. Jaise hamare ghar mein Karan aur Kunal. Youngest to get married for the new generation of our family.

Aadmi kaam karta jaata hai aur umar badti jaati hai. Aur phir woh time aata hai jab shaadi ke liye ha bharne ke alava hamare paas koi chara nahi bachta. Aur tab shoroo hota hai silsila. Fully professional handsome photo kheechwane aur roz kisi na kisi ladki ki tasveer dekh kar yeh sochne ka ke kash “us college wali ko hi pata liya hota” kaha phas gaya ghar wallon ke chakkar mein. Yeh photo dekh kar kaise decide kar sakte hai. Yeh toh andher nagari hai.

Darasal hota yeh hai ke, jab aap college mein hote tab ghar wale bolte , koi ladki wadki ke chakkar mein mat pad jana. Aur jab shaadi ka samay aata tab yeh poochte hai ke “Beta koi ladki dekhi hai ke nahi”

Khaire hamara time toh gaya. Hum toh bas aage aane wali peedhi ke liye ek seekh ban sakte hai. Main toh yahi kahoonga Mudit aur kanishka abhi bhi time hai.

2. Chookar mere man ko:

Phir bahut sabra ke baad aata hai woh din jab aapko aapki dream girl miti hai ya phir yu kaha jae. There is a lot of excitement in life. Ghanto ghanto office mein, ghar par aur gadi mein baatein kartein jaana. Ek bilkul naya saathi aapke jeevan mein aa raha hai. Aap thode se dare hue toh hai. Lekin us se zyada hai ek khushi.

Finally you are engaged and you are relieved. Daily ke office ghar, office ghar ke boring aur hectic schedule se you are freed. Aur ab toh aapke paas license bhi hai kaam ko thoda time side rakhne ka.

(2)

1. 12th paas karke college mein jate hain.

2. Jab boss ki naukri chod kar aap apna khud ka kaam chalu karte hain.

3. Ya jab chuttiya manane aap ghar walon ke saath kisi hill station par jate hain.

3. Intehaan ho gayi intezaar ki:

Har marriage ka courtship ka time bahut memorable hota hai. Kynki ek yahi aisa time hota hai jab ek “girlfriend” “boyfriend” wala spark hota hai. Aur is period ko enjoy karna bahut zaroori.

Lekin jab jeejaji Bombay mein aur didi surat mein. Toh yeh kaise mumkin tha. Mulakatein toh bas id ka chand jaisi ho gayi thi.

4. Chori chori jab nazerien mili:

Kehte hai “All is fair in love and war”.Jab birthdays aur sindhare par milne ke mauke khatam ho gaye toh bar bar milne ke liye naye naye bahane izaad kiye jaane lage. Kabhi “Pre-wedding photshoot”, toh kabhi “Ladies sangeet prepration”,

Kabhi “ shaadi ki shopping “, toh kabhi

Kabhi kabhi toh bina kisi bahane ke hi kaam chalana padta tha. Ghar se 8 baje nikale office ke liye. Aur 12 baje aa gaye surat. Lunch aur ek romantic movie aur phir raat ko 8 baje ghar.

Bhala ho us sarkar ka jisne itna aacha Bombay to surat highway banaya , jisne na jane kitni love stories ko anjaam diya hoga.

5. Dooba Dooba Rehta hoon:

Itni saari mulakaton ke baad ab jeejaji aur didi pyar mein poori tarah doob chuke hain. Jeeju sent a boutqet on the anniversary of the engagement. Toh tab se ab tak lekar total 6 bouqets. And finally for the last one he sent one which said with flowers “I love u”

(3)

Har ghadi badal rahi hai roop zindagi Saari umra hum mar mar ke ji liye

Aur phir aata hai who din jab aapko achanak se yeh realize hota hai ke shaadi mein sirf 10 din bache hai. Yani khushi ke sirf 10 din. Jiske baad life hamesha hamesha ke liye hi badal jane wali hai.

Ab shaadi mein sirf 1 hafta bacha hai and you suddenly realize the gravity of the

situation. Yeh sab phone par baat karne aur phool bhejne ke chakkar mein yeh toh bhul hi gaye ke 1 hafte baad sab kuch over. No freedom, no azaadi

7. Tum Mile

Tu hai aasmein mein , teri yeh zameen hai

Finally shaadi ka din aur Jeeja ji ko yeh realize hua ke who kitne bhagyashaali hai jo unhe Nikita jaisi ladki mili. Bhagwan jab deta hai toh chappar phar ke deta hai. Unhe yakin hi nahin ho raha hai apni kismet ke upar.

8. Kya Kehna

Finally iss happy ending ko aur happy banate hue, we are presenting a song from the entire agrawal family to the nevatia family. I would request the entire agrawal family to come on stage please.

(4)

Guitar Chords

Hai apna dil to awara:

1. https://www.youtube.com/watch?v=KvhnbCxQwn0 2. https://www.youtube.com/watch?v=RlZsCY4M7FE 3. https://www.youtube.com/watch?v=swCrgckYVYU 4. https://www.youtube.com/watch?v=R6qQwsPgo-U 5. https://www.youtube.com/watch?v=lPGicGOd9iM 6. https://www.youtube.com/watch?v=Qefz8ZUuT1Y 7. https://www.youtube.com/watch?v=UvSSkFJo5Qw

(5)

8. https://www.youtube.com/watch?v=NxSu_neuLwk

9. https://www.youtube.com/watch?v=49yt1nQb5OA

10.https://www.youtube.com/watch?v=Q2Ej9ZEu8uw

Chookar mere man ko:

https://www.youtube.com/watch?v=fhTZWoBIO4g https://www.youtube.com/watch?v=jNXMTatR3KA https://www.youtube.com/watch?v=0Z7c12z2geA https://www.youtube.com/watch?v=boJkleZIH8M https://www.youtube.com/watch?v=jqk6wsRFM-w https://www.youtube.com/watch?v=jqt9VtDfTjI https://www.youtube.com/watch?v=QJf99mT9bnI

Intehaan ho gayti intezaar ki:

https://www.youtube.com/watch?v=hnAhJXO6tK0 https://www.youtube.com/watch?v=rjEsRj7KmLY https://www.youtube.com/watch?v=qMx2y5MMIoQ https://www.youtube.com/watch?v=JSWCUIjskMU https://www.youtube.com/watch?v=J93ZznNtOUk Tum Mile: https://www.youtube.com/watch?v=6Uvm5wOb4pA https://www.youtube.com/watch?v=ou_-loya9nQ https://www.youtube.com/watch?v=r95nEWhgXFo https://www.youtube.com/watch?v=J7ldmzbvbME https://www.youtube.com/watch?v=KbfAaPDDWBY https://www.youtube.com/watch?v=gVvsFD6oQbw https://www.youtube.com/watch?v=uOrQ7t8_gyk https://www.youtube.com/watch?v=8fAn_K14yiA

(6)

1. https://www.youtube.com/watch?v=zHPYmJPKKZA 2. https://www.youtube.com/watch?v=Nzk3inMtS6o 3. https://www.youtube.com/watch?v=ppL9AzXpkKU Kapil Sharma https://www.youtube.com/watch?v=0j_8bMVu9Ms https://www.youtube.com/watch?v=1qeIP0-QM4Q https://www.youtube.com/watch?v=33cbW-MSmpM https://www.youtube.com/watch?v=0woD_dggYsg https://www.youtube.com/watch?v=Ks-yxJBH4ec https://www.youtube.com/watch?v=B4Wjk7uAFxY Appendix

9. Bas itna sa khwab hai/Papa Kehte hai bada naam karega

Hamare Jeejaji bahut hi aggressive hai apne profession ko lekar. College se nikalte hi, un hone thaan liya ke abhi 3-4 saal dat kar kaam karna hai.

College ke baad aur shaadi ke pehle ka time ladko ke liye bahut critical hota hai. Yahi who 3-4 saal ka samay hai jab aadmi shaanti se 100% focussed hokar kaam par dhyan de sakta hai.

Shaadi ke pehle aap apni sari zimeedariyon ko ek side rakh ke sirf aur sirf kaam par focus kar sakte hai. Lekin shaadi ke baad “Nazar hati aur Durghatana Ghati”

References

Related documents

users and email providers. To achieve accurate email classification, many methods have been proposed to detect and classify emails. These methods mainly fall into

From March through May, 2009 Clackamas County Emergency Management and the RARE Participant worked with the City of Lake Oswego to facilitate and document the five-year update of

อธิบายถึงประโยชน์ที่จะน าไปใช้ได้จริง ในด้านวิชาการ เช่น จะเป็นการค้นพบทฤษฎี ใหม่ซึ่งสนับสนุนหรือ คัดค้านทฤษฎีเดิม และประโยชน์ในเชิงประยุกต์ เช่น น าไปวางแผนและ

A Conceptual Framework for Understanding the Social Care Facilities Management Audit (SCFMA) at the Residential Care Home for the Elderly (RCHfE) in

Majority of the staff members mentioned that creativity, learning by doing, problem solving, self directed learning are the most important skills attained by students

– to identify risk factors with large odds ratios and narrow CIs to improve the models

This means that results now become a function of a measured set of standards and of the Raw Data Processed Spectra Used Wavelength Results Spectral Processing Data Access