HINDI SCRIPTS JAGADISH
CORRUPTION
Anupam kher Salman khan Shahrukh khan Amir khan Nasaruddin shah ompuri Nana patekar Amitabh bachan SCENE 1Police officer : thane bulaya hai Anupam kher : kyon
Police officer : tumhara beta beech raste par mara mari kar raha tha inspector bula raha hai
Anupam kher : pandrah minute main a raha hoo Wife : kaha ja rahe ho
Anupam kher : beta paida kiya hai isliye Inspector : paisa laye ho
Anupam kher : kaise paise
Inspector : beta bahar chahiye ya nahi Anupam kher : uske liye paise
Inspector : pehli bar thane aye ho kya Anupam kher : haan
Inspector : dus hazar
Inspector : mar peet ,
Anupam kher : vakeel leke akar aapse baat karta hoon
Inspector : uski jaroorat nahi, aaj ravivar hain, beta raat bhar under rahega ya bahar nikaloge
Anupam kher : itna paisa mere paas nahi hain Inspector : kal laoge to bees hazar
Anupam kher : kal vakeel lekar ata hoon Inspector : jaisi tumhari marzi
Scene 2
Vakeel : bahut pecheda case hai, 1 lakh chahiye Anupam kher : itna paisa , ek maar peet ke liye
Vakeel : beta chudana woh bhi police logo ke saath , ghoos to dena padega, chudane ke liye
Anupam kher : bahut mushkil se ghar mein paanch hazar tankhwah milti hai aur itni badi rakam dena mere bas ki baat nahi hai
Vakeel : to bache kyon paida karte ho Anupam kher : shukriya
Scene 3
Inspector : kyon phirse, vakeel saath laye ho
Anupam kher : bees hazar laya hoon , bacha chudane ke liye
Inspector : bees hazar nahi chalega, poora pachas hazar loonga Anupam kher : apne kal bola tha bees hazar
Inspector : haan , par ab mujhe yaad nahi hain Anupam kher : kal lekar aaoon
Inspector : kal laoge to 1 lakh nahi to tumhara beta salakhon ke peeche hamesha ke liye
Anupam kher : shukriya
Yeh hai bharat ki kahani jo har ghar main sunayi jaati hai, yaha par log paiso se baat karte hain, jiske paas paisa uske pas naam , shauharat aur jiske paas paisa na ho to duniya bhar ki thokre khane pe majboor
Scene 4
CBI special branch corruption department Amir khan : teen jasoos ek kam Shahrukh khan : statement achi hai Salman khan : kaun si khushi main
Amir khan : special branch corruption , corruption removal at once Shah rukh khan : mombati ko seedha rakho to kaam pe ati hai, agar neeche giri to andhera
Amir khan : matlab
Salman khan : corruption ko nikalo nahi to job se bahar
Amir khan : bacha bacha janta hai ki bharat desh mein corruption kaise failti hai
Salman khan : to hum kis khet ki muli hai, naam salman aur kam bahaduri ki
Amir khan : shayari sunoge is par Salman khan : beshak
Amir khan : shayari arz kiya hai, corruption se kya darna , hum khud uske liye bane hai, log jitney bhi ho corruption badane ke liye,
hum unse kum nahi hai
Salman khan : wah wah, wah , wah arz kiya hai, crime branch ke hum teeno, kam watan ka, chalte huye corruption logo se kya darna ,
hum hai , corruption ki khatir
shah rukh khan : wah , arz kiya hai , zindagi ka naam corruption hai, yeh humne padi thi, cbi mein akar, kaam aisa kar jayenge, dekhne
wale kahenge wah wah , wah wah
Scene 5
Officer : boss is calling Sab teeno good morning sir
ompuri : good morning
Amir khan : any news
Om puri : ek pechida case hai , sunoge Shah rukh khan : batayiye
Om puri : Mumbai ki sadko mein corruption is rampant, yeh to hum sab jante hai, par in sab se badi hai paisa, aur jiske paas
paisa hai wah corruption badata hai, yeh crime branch or corruption unit bhali banti janti hai, is corruption ko stop karne
ke liye abhi tak humne jo kuch bhi kiya hai kafi nahi hai. Mumbai mein corruption ab bhi continue ho rahi hai, aur tum
teeno ko isliye bulaya hai taki tum teeno Mumbai jante ho aur pandrah saal se Mumbai ki seva karte ho. Mere anusar is
Mumbai mein crime aur corruption badane ke peeche teen logo ka haath hai 75% of the times, yeh information mujhe
aaj crime branch of CBI ne bataya hai, yeh hai tumhari assignment , inko kaise pakadte ho yeh tum teeno ki intelligence
par chod deta hoon
Salman khan : Yeh teeno akhir kaun hai , aur karte kya hai information ke anusar
Om puri : information ke anusar teeno dost hai tum teeno ki tarah aur bade business man , kya karte hai yeh nahi malum, but swiss
bank main account hai without any official proof , unke naam is file main hai, naam nasaruddin shah , amitabh bachan
and Nana patekar
Amir khan : case hum teeno solve kar dege
Om puri : time 6 months from today assignment , good luck Teeno : thank you sir
Scene 6
Amitabh bachan : latest kya khabar hai
Nana patekar : kuch nahi , kuch teen bande a rahe hai kuch puchtash ke liye
Nasaruddin shah : humse mukabla, kaun hai yeh teeno Nana patekar : cbi specialist corruption
Amitabh bachan : arz kiya hai bache hum nahi hai , chori chupe ate nahi hai, waqt humara barbad mat kijiye, hum kisi ke naukar nahi hai
Nasaruddin shah : kiske liye bani hai yeh shayari
Nana patekar : aur kiske liye CBI specialist ke liye aur kaun
Nasaruddin shah : to humari shayari suniye, arz kiya hai bacho se to pala hum roz karte hai, bacho se pala hum roz karte hai, yeh teeno
kis khet ki muli hai jo humse nata jodna chahte hai Nana patekar : arz kiya hai sapno ke sudagar hum nahi hai, bache woh hai hum nahi hai , jitni bhi der woh bate humse kare, kaam hum
karenge woh nahi
Scene 7
Salman khan : teeno ek saath
Amir khan : a sakte hain par ek ek karke Amitabh bachan : kyon
Shahrukh khan : kyonki savera jab hota hai to log kya karte hain Amitabh bachan : naha dho ke ek saath khana khate hain
Amir khan : uske baad
Nana patekar : apne apne kaam pe lag jate hai
Shah rukh khan : hum bhi wohi kar rahe hai, bari bari se ana jaroori hai kaam ke silsiley main
Scene 8
Nana patekar : good morning Amir khan : good morning Salman khan : kaam
Nana patekar : business man Shah rukh khan : what type
Nana patekar : kuch bhi jo desh seva ke liye upyog hota hai Amir khan : yani ngo
Nana patekar : wohi samajh lijiye Salman khan : matlab
Nana patekar : ngo
Amir khan : tankhwah Nana patekar : ngo ka jitna Salman khan : yani kitna
Shah rukh khan : paise kaha par hai
Nana patekar : swiss bank account main Shah rukh khan : waha par kyon any illegal Nana patekar : no
Shah rukh khan : phir waha par kyon Nana patekar : safety
Amir khan : kaisi safety
Nana patekar : paisa jyada hai isliye
Amir khan : har mahine kitna paisa ata hai apke paas Nana patekar : har mahine 60 to 90 lakhs
Shah rukh khan : karte kya hai us paise say Nana patekar : desh seva
Salman khan : yani
Nana patekar : education, nature development, old age homes Shah rukh khan: kitna paisa dete hai is sari cheese karne ke liye Nana patekar : kareeb 1crore
Amir khan : abhi apne kaha ki income 60 to 90 lakhs Salman khan: aur abhi kaha ki 1 crore spent
Teeno ek saath : kuch samjhe nahi tension
Amir khan: balancesheet, profit and loss statement
Nana patekar : nasaruddin shah karta hain usse poochna padega Teeno : thank you
Scene 9
Nasaruddin shah : good morning
Teeno : good morning
Amir khan : job kya hai Nasaruddin shah : business Shahrukh khan : kaisa business Nasaruddin shah : wohi desh seva Salman khan : yani education Nasaruddin shah : wohi samajh lijiye Amir khan : yani ngo se hatke Nasaruddin shah : yes
Shah rukh khan : accounts apne kaha se seekhi Nasaruddin shah : fms delhi
Salman khan : any project
Nasaruddin shah : amitabh bachan ke saath unke company mein 5 years back Amir khan : amitabh bachan apse bade hain
Nasaruddin shah : kareeb char saal bade
Shahrukh khan : karte kya hain amitabh bachan Nasaruddin shah : accounts
Salman khan : designation in the office Nasaruddin shah : jaise sab companies ke ceo Amir khan : ceo or woh bhi accounts
Nasaruddin shah : yani cfo uske baad ceo Shahrukh khan : yani company kiski hai Nasaruddin shah : amitabh bachan ki Salman khan : aur cfo se ceo Tension
Amir khan : fine accounts
Nasaruddin shah : main karta hoon
Amir khan : education mein par mahine kitni amdani hoti hai Nasaruddin shah : kareeb 1 crore
Shahrukh khan : aur kharcha Nasaruddin shah : kareeb 80 lakhs Salman khan : apki tankhwah Nasaruddin shah : 5 lakh
Amir khan : log kitne hai Nasaruddin shah : bas hum teen
Shahrukh khan : yani kharcha teen logo ka 20 lakh right Nasaruddin shah : yes right
Shahrukh khan : yani mahina 1 crore kharcha 80 lakhs 3 log 15 lakh Salman khan : to baki 5 lakh
tension
Sab teeno : thankyou
Scene 10
Amitabh bachan : good afternoon
Shahrukh khan : pata nahi tha dopahar ho gayi
Amitabh bachan : subah kisne dekha hai , shaam ho gayi, dopahar baki hai, kam karte jayiye aap, hum kisliye hain
Teeno : thankyou
Amir khan : subah ka nashta kiya hain, dopahar apse , shaam abhi baki hain kaam humara aap dekh lijiye
Shah rukh khan : naam
Amitabh bachan : amitabh bachan Salman khan : kaam ngo ke alava Amitabh bachan : what ngo
Amir khan : aapka business Amitabh bachan : education
Shah rukh khan : yani ngo education Amitabh bachan : nahi sirf education Salman khan : aap ceo uske Amitabh bachan : haan
Shahrukh khan : nasaruddin shah kehte hain ki aap ngo chalate hain Amitabh bachan : wohi ngo
Amir khan : aap ceo kab bane Amitabh bachan : kareeb 3 years back Shahrukh khan : usse pehle
Salman khan : marketing Amitabh bachan : yes
Shahrukh khan : accounts mein apki dilchaspi
Amitabh bachan : accounts maine kabhi touch nahi ki sirf marketing
Amir khan : nana patekar bol rahe the ki aap accounts mein unke baap hain
Amitabh bachan : woh kuch saal maine use padayi thi
Shahrukh khan : aap keh rahe the abhi ki apki koi accounts main dilchaspi nahi hain
Tension
Aap bahar baithiye hum abhi ate hain
Scene 11
Teeno ko bulake copy of discussion and ended with for giving false information arrested
Ompuri : congratulation boys , how did you manage
Amir khan : palang par sothe huye admi ko jagana ho to hamari tarah kaam karni chahiye
Every one laughs
Shahrukh khan : what would happen to them Ompuri : woh hum par chod do
Salman khan : thank you sir , but for your kind information you are also under arrest
Ompuri : I didn’t understand
Amir khan : poori story main ek baat nasaruddin shah ne kahi wah yeh hai ki paanch lakh baki kaha gayi humne khud chan been ki to
pata chala accounts mein ki har bar paanch lakh kisi mr sher ke naam pe transfer hoti hai har do mahine ke baad, kuch
gumnam vyakti, woh bhi do mahine kyonki agar har mahine ho to pata chal jayega
Shahrukh khan : chaanbeen karne par bhi yeh nahi malum hua ki wah vyakti kaun hai, tab address check ki to pata chala ki wah bhi galat
address hai, ab yeh malum padna chahiye ki wah vyakti kaun hai
Salman khan : hum yahi kab se soch rahe the ki apko kaise malum pada ki teeno vyakti poori 75% in logo se corruption hoti hai, yeh
information apko crime branch se mili thi par yeh jab humne chaanbeen kari to pata chala ki unhe yeh information
indirectly apse mili
Amir khan : yani aap un teeno ke kuch lagte hai, pata chala to aap woh admi hain jinhone wah company ki shuruvat ki baahar se
Shah rukh khan : par hume yeh nahi malum ki aap ne un teeno ke bare main apne hume kyon batayi, baat chupchap se ki ja sakti thi, yeh
unhe jail bhijwane ka apka matlab kya tha
Salman khan : history phir se dauhrayi ja rahi hai ki char dost teen company ke ander aur ek bahar plan bilkul amazing teen paisa
aiththe hain aur chauhta corruption daba deta hai Amir khan : kuch salo baad teeno milbaithke paisa loot rahe the aur accounts main jo paisa apka ana tha ruk gayi, aap baukhla gaye
aur corruption main unko phasana chaha
Shahrukh khan : aur ek baat samajh nahi ayi, ki apne hum teeno ko kyon choose ki , seedha , seedha unko giraftar kar sakte the aur
corruption ka case close kar sakte the Yeh beech main hum
teeno ko kuch samjhe nahi
Salman khan : taki apka naam beech main na aye isliye, kuch galat valat ho jaye nahi dar ke mare right mr sher
Ompuri : yes
Teeno : welcome to jail mr sher
KISMAT KA KHEL
Nana Patekar kajol amitabh bachan tabu shabana azmi kader khan saif ali khan gulshan groverScene 1
Nana patekar: kya hua, chup baithey ho
kajol : aaj somvar hai, Maine upvas rakha hai.
Nana patekar: to aaj khana milega ki nahi. Tumhari, amma bhi somvar ko upvas rakhti thi
kajol : maloom hai, unhi se sikhi hoon
Nana patekar : khana kuch banaya hai, ya bhuke pet sovu kajol : fridge mein rakha hai, garam kar ke kha lijiye
Nana patekar : mein shiv ka bhakt hu, par ek bar bhi upvas nahi rakhta kajol : to kisne kaha ki aap rakhiye
Nana patekar : tumhe dekhta hu to Shiva ki biwi, naam kya hai uska. Ha, parvathi uski yaad ati hai
kajol : acha hai pehli bar aapne, meri taarif , kisi devta se ki hai Nana patekar : interpretation acha kar leti ho
kajol: aap hi se sikha hai
Nana patekar : Kya khabar aye newspaper mein
Amitabh bachan : kuch khas nahi wahi ghisi piti kahaniyan. Yeh news wale bhi ajib hai kabhi achi batein likhna pasand nahi karte, jab
bhi bhi dekho picture films ke bare mein likhte hein
Nana patekar : eh amitabh bachan, kabhi bhi tune newspapers mein police ke bare mein pada hai. . kaun mara , kisne mara kitne
mar gaye police ki naukri karte karte, police ka putla bhi nahi banate, par jab koi police mein kisi ki maut ho jaye tab
yehi newspaper log bat ka batangad bana dete hein
Amitabh bachan : such hai apni zindagi hi aisi hai 2 pahiyon ki motorcycle aur 4 pahiyon ki jeep aur kahenge, chota shakeel ko pakdo
Nana patekar : aajkal yeh politician nam kye hai Amitabh bachan : tabu
Nana patekar : Haa tabu ka nam bahut sun raho hoon Amitabh bachan : chief minister ki beti hai,
Nana patekar : to
Amitabh bachan : last elections mein har gayi thi , is bar elections a rahe hai naa, is lein uska naam har newspaper mein chapa hai
Saif ali khan : kehte hai tabu party funds aur companies ke fund se elections jeetna chahta hai
Amitabh bachan : is bar tabu ka jeetna nishchit hai
Nana patekar : apne ko kya karma , kaun aya , kaun gaya, apne ko apne, kaam se matlab hai
Amitabh bachan: ek problem hai tabu ka jilla hamari ilake se gujarta hain. Dar lagta hain ki hatapai na ho jaye opposition or ruling
party ke beech
Nana patekar : too aur darpok, ho hi nahi sakta. raju gang ke 5 aadmi ko 5 bullet se tune hi to mar dala tha
Nana patekar : 3 saal nahi, 3 mahine pehle. Kash main waha hota
Scene 3
Nana patekar: sir apne hame yaad farmaya
Kader khan : ha tumhare constitution mein mera beta jeetne jaa raha hai
Nana patekar : abhi voting ke leya 5 ghante aur hai sir Kader khan : to tum samajte ho mera beta jeet nahi sakta
Amitabh bachan : woh hum nahi sir opposition ke leader ka dava hai Kader khan : to tumhara support opposition leader ki tarf ishara karta hai
Nana patekar : Kaam to hume karna hai chahe aap rahe ya na rahe
Scene 4
Govind : koi reporter apse milna chahti hai
Nana patekar : faltu mein timewaste mat kar bol jake cinema ke bare mein likhe
Govind : woh sunti nahi hai kahti hai bina apse mile bina jayegi nahi subah se baithe hai apse milne ke liye
Nana patekar: theek hai bol hum 15 minute mein a raha hein Shabana Azmi : good morning
Nana patekar : good morning Amitabh bachan : good morning
Nana patekar : hume kaise yaad kiya
Shabana azmi : shikari ko pakadna ho to jungle mein jaana padta hai Nanapatekar: apka matlab hai ki humara office jungle hai
Shabana azmi : bas nazariyan hai dekhne ka
Nanapatekar : My name is Rana pratap nice to meet you Shabana azmi : My name is Rudram devi
Amitabh bachan : aur hamara naam pochoge nahin
Nana patekar : yaha ke most senior officer rudra pratap singh from Punjab bachelor
Shabana azmi : Akhbaro mein aap dono ka naam suna hai aajkal. Kehte hain aap dono ki jodi khoobsorat lajawab aur tariff ke kabil hai
Nanapatekar : kaun likh raha hai hamere bare mein
Shabana azmi : mein khud . I am a reporter of hindu dainik lagta hai aap news nahi padte
Nana patekar : aapke jaise reporter logo se kum interaction hota hai Shabana azmi : thanks for the complements
Amitabh bachan : its our pleasure
Shabana azmi : kitne saal ho gaye apko kaam karte hue Amitabh bachan : pandrah saal, bahut transfer hue hai
Shabana azmi : aapke bolne dang se hi pata chal jata hai you both don’t compromise
Nana patekar : definitely not agar kisi ko thokna hai to thok denge peche dekhna choda diya hai
Shabana azmi : aur aap
Nana patekar : main rudra pratap singh ka junior hoon 5 saal ho geye police ki naukri karte karte
Amitabh bachan : aur aap is field yaani reporter ke field mein kitne saal se hai Shabana azmi : terah saal paanch mahine cheh din.
Nana patekar : I shouldn t say so par puch raha hoo ki apne shaadi ki Shabana azmi : haa 2 bache, us settled
Nanapatekar : to yeh reporting
Shabana azmi : passion , passion to do something for the nation Nana patekar/amitabh bachan : we too
Scene 5
Nana patekar : phir se kaise pharmaya apne
Shabana azmi : aadmi parakhne mein main ustad hoon Amitabh bachan : aisa apne kya dekha hai humme
Shabana azmi : apne aap se poocheye samajh jaayenge
Nana patekar : koi to baat hogi jise humse share karna chahti hoge Shabana azmi : aap dono se mashoura lena tha
Nana patekar : kis bat par Shabana azmi : politics par
Nana patekar : kyon hamari naukri pasand nahi ayi Shabana azmi : power is played by the top not by bottom
Amitabh bachan: to aap politics mein badlav lana chahti hain. To is mein main hum kya kar sakte hoon. hum unke isharo par chalta
hoon transfer politician karta hai aur goli hamko khani padti hai
shabana azmi : bahut kuch agar aap dono chahte hain to
Nanapatekar : Insaan mein do khvaishaih hote hai ek bigadne ki doosra jodne ki
Nana patekar : at your service
Shabana azmi : kal theek 6 baje garden restaurant mein Amitabh bachan: theek 6 baje dono white suit
Nana patekar : right Amitabh bachan : right
Scene 6
Shabana azmi : on time
Nana patekar : der se ane mein humare dictionary mein nahi hai Shabana azmi : kaam ki baat kare
Amitabh bachan : khuli hawa mein chalenge to baat mein dam hogi Shabana azmi : saans ko thandak dene ki baat apne theek farmaya Shabana azmi : Tabu ka naam suna hai
Nana patekar : haan suna hai
Shabana azmi : usi ke bare mein baat karni hai
Shabana azmi : main yeh chahti hoon ki aap dono ashutosh ke saath kaam kare. Woh 21st century ki navjavan ladki hai. Uske pass
bade ideas hai
Nana patekar : par ham politics mein nahi hain hum police force mein kaam karte hain
Shabana azmi : to kya hua
Amitabh bachan : press kya kar rahi hai. Agar ashutosh ke pass ideas hai to news mein chaapo
Nana patekar : main yeh jaan sakta hoon ki woh 2 bande hum kyon hai Shabana azmi : ek sherni ki dahad se sher khud samajh jata hai
Shabana azmi : isliye aap ke pass ayi hoon
Scene 7
tabu : good morning sirs
Nana patekar : good morning madam Amitabh bachan : good morning
tabu : mere bare mein pitaji ne aaj kuch to bataya hoga
Amitabh bachan : haan shabana azmi se baat hui thi . aap kuch bahut bada soch rahe ho
tabu : aap majak acha kar lete hai. Thoda mushkil ka kaam hai Nana patekar: kaam kya hai
Tabu : ghar ke liye agar meri taraf se kuch madad chahiye to batana
Nana patekar : sher khud paani ke pass jata hai use madad ke jaroorat nahi padti
tabu : agar sher buda ho to
Amitabh bachan: hum apne aap ko jawan mante hain, kaam ki baat kare tabu : meri chachi ka jawab nahi jo chahiye tha mil gaya 2 sava sher to aap mera kaam karenge
Nanapatekar : Desh ke leye hoga to jaroor karenge waise hum bhagvan ka kaam bhi nahi karte
tabu : aap bade dilchasp admi malum hote hai Amitabh bachan: der se pehchana par theek pehchana tabu : to main batate hoon
tabu : khabar yeh aye hain ki 3 atankvadi gurgaon mein hain . koi nahi janta ki woh kaun hai, kahan se aye hai, unhe
pakadna hai
Amitabh bachan: aapko kaise malum
tabu : intelligence mein mere dost rehte hai
Nanapatekar : is ke liye to border security force hain hum to sirf police task force mein kaamkarte hain
tabu : meri chachi ne aap dono ko chose kiya hai to aap mein koi na koi baat hogi
scene
How to find who are the terrorists and where they are Train ki journey towards gurgaon. Opposite terrorist no 1 Amitabh bachan: kahan ja rahe hain
Gulshan grover : gurgaon
Nana patekar : waha apke relatives . sorry Gulshan grover : sorry kyon
Amitabh bachan : apke passport gir gaye hai Gulshan grover : no problem
Amitabh bachan : apka naam Gulshan grover : mehfuz
Amitabh bachan sees the photo removes it puts it in his pocket and checks out name name doesn’t match
Gurgaon aane ke baad
Scene 8
tabu : aap yaha par . kajol : waiting for bus
tabu : kya main drop kar doo kajol : no thanks
tabu : apke pitah nana patekar se baat huye thi
kajol : jo aurat khullam khula baat karti hai mere ko pasand nahi hai tabu : to apko meri baat per vishwas nahi hai
kajol : main apne hisab se chalti hoon kisi admi ya aurat ki sahayta ki avashyakta nahi hai
tabu: thanks for letting me know kajol : its my pleasure
Story ka turning point yeh hai ki shabana azmi is the real woman terrorist sent to blast India on 26thjanuary
Ending before nana patekar dialogue to the crowd Amitabh bachan : woh terrorist kaha gaya
Nana patekar : yehi pe hona hai information theek thi Amitabh bachan : main north block mein dekhta hoon Nana patekar : south block mein main dekhta hoon
Gulshan grover : madam kaam ho gaya sabme time bomb fix ho gaya Shabana azmi : good work
Shabana azmi : terrorist ka ek his inam hota hai or who hai maut
Amitabh bachan : chehra idhar ghumayengi
Amitabh bachan : I cant believe it you are the person
Shabana azmi : maine tum dono per vishwas karke badi galti ki hai Nana patekar : hello hello
Amitabh bachan : main yeh nahi samjha ki tumne hum dono ko kyon chuna Shabana azmi : cover up operation
Amitabh bachan : koun sa operation
Shabana azmi : 26th january operation india
Amitabh bachan : koun se terrorist ke liye kam karti ho Shabana azmi : itni bhi jaldi kya hai upar dekh rahe ho
Amitabh bachan : looks up gets a jolt from back from ashutosh father,
Amitabh bachan ; mujhe pehele se hi shak tha tum par Kader khan : woh kaise
Amitabh bachan : jab tumne hum se kaha ki tumhara beta jeet jayega bina rigging kiye bina. Usi din mujhe shak ho gaya tha ki koi
badi connection hai tumhare aur underworld mein
Amitabh bachan falls on tabus father and dies in the process by killing himself and tabu father with opening a hand made pin bomb
Nana patekar comes to north block amitabh bachan ko dekh kar ek badi see cheekh badi cheekh marta hai. Amitabh bachan reveals the secret he has with him video camera which he has recorded while talking to shabana azmi. That remains intact
Nana patekar reveals this thing infront of court and shabana azmi is caught by the Interpol in usa after 1 week and is handed over to the Mumbai CID
TUBU is shocked by what has been revealed to him and atlast agrees to carry the good work by partnering with priyanka chopra and nanapatekar
Just before the second half starts , before interval ends
tabu would become the leader with just 5 extra votes. Nanapatekar ka dialogue
Nanapatekar : Sherni woh hai to hum savasher dekhta hoon kitnae dino tak tikti hai kursi mein: sab kismet ka khel hain
Ending ka scene Nana patekar ka dialogue
Bhayuyo aur behno mujhe is baat par behad khushi hai ki maine desh ke liye kuch kiya hai. Mujhe is baat ka ghamand nahi hai ki maine apne pure career mein 25 medals jite hai. Mujhe is baat par gusa aata hai ki is duniya mein kuch log dil o jaan se kaam karta hai aur baki sare uske peeche aage. Kya hamara desh inhi politicians ki bate sunega ya hum mein se kuch log samne akar barabar se apna hak mange ge. Kya hamara desh itna bekar ho gaya ki hum in do takori anpad gavar politicians ke samne ghutne tek kar raham ki bheeg mange ge. Utho bharatvasi aur dekho tumhare andar mein wohi khoon bharat mata ka daud raha jaise ki mere main. Main yeh kehna chahta hoon ki mera putla mere marne ke baad banoge ya nahi iski meri koi chinta nahi. Tum sab me ye kami hai ke tum apne aap se bhag kar kisi na kisi ko hero bana kar uska putla bana dete or yeh nahi dekhte ki putle mein jaan hain woh anokhi baat hain jise doodne par apne aap tumhare samne prastut ho jayega
Bhaiyuyo main bas yahi kehna chahta hoon ki tum mein woh sari shakti hai jo ek admi ya aurat mein hoti hai utho or kaho mere saath bharat zindabad bharat zindabad NEXT
SARDAR KI DHULAI
HRITIK ROSHAN NANA PATEKAR BACHE Scene 1Hritik roshan : sir naukri chahiye Nana patekar : kyon
Nana patekar : pehla admi hai jo job ke liye aya hai, aur usko hi pata nahi ki job kyon chahiye .
Hritik roshan: waise to kuch bhi kar loonga sir Nana patekar : to jhadoo pocha boluga kar loge Hritik roshan : try kar sakta hoon sir
Nana patekar : try, chal jhaado pocha ke liye tujhe rakha. Waise kaha tak pade ho
Hritik roshan : fourth class
Nana patekar : isliye jhadoo pocha ki baat kar rahe ho Hritik roshan : jo bhi milega imandari se karoonga Nana patekar : chal tera test loonga
Hritik roshan : taya r hoon sir
Nana patekar : chote bache hai unko kahaniyan sunani hai, kar sakte ho Hritik roshan : imandari se
Nana patekar : yeh kya tumhara favourite dialogue hai kya Hritik roshan : aisa hi samajh lijiye sir
Nana patekar : chal tujhe rakha , pehle class main main peeche baithoonga , dekhta hoon tu kaise padata hai bacho ko
Hritik roshan : imandari se karoonga sir
Scene 2
Nana patekar : bacho Hritik roshan : yes madam
Nana patekar : yaha ka principal kaun hai
Bache : aap sir
Nana patekar : lo handle kar sakte ho Hritik roshan : imandari se sir
Nana patekar : best of luck imandar Bache : good morning sir Hritik roshan : good morning bacho Ek bacha : good morning again sir Hritik roshan : good morning
Doosra bacha : good morning sir
Hritik roshan : bahut ho gaya kaam kare Sab bache : yes sir
Hritik roshan : kuch poochna hai mere bare main Ek bacha : history mein ek sawal poochna hai
Hritik roshan : job hi poochoge paanch second mein bol doonga wada raha Bach : meri mata ka naam kya hai
Hritik roshan : yeh history ka sawal hai
Bacha : kyon sir meri mom history books mein jaa rahi hai Hritik roshan : kaise
Bacha : aap ki khatir sow baar dekh chuki hai sir Hritik roshan : tumhara favorite hero
Sab : krish
Ek bacha : kyonki woh doosro ki madad karta hai isliye Hritik roshan : tumne aajkal kisi ki madad ki hai
Sab : haa
Hritik roshan : tum baton
Bacha : mere ghutno mein dard tha phir bhi maine pathar bada sa haath se utha kar door phek diya ,
Hritik roshan : usse kya hua
Bacha : ek kute ki jaan bach gaye Hritik roshan : shabash
Scene 3
Hritik roshan : aaj main tumko ek kahani sunaoga
Bache : batayeye
Hritik roshan : ek bacha tha, naam rahul tha, jo bahut kamchor tha. Har waqt apna Kaam apne friend, naam anand se karvata tha.
Is tarah uska friend anand usse age pahunch gaya, har waqt first ten mein ata tha. Rahul ko pata nahi tha, ki wah
har waqt last kyon ata tha doosre bacho ke baad. Ek din, jab rahul ne apna kaam, phir se anand ko saumpa, to doosre
din anand ko bukhar hua aur wah class nahi a saka. Jab teacher ne poocha homework kiya to rahul bola main bhool
gaya. Us din usko teacher se daant aur mar mili
Hritik roshan : isse hame kya seekh milti hai
Ek bacha : isse yeh pata chalta hai ki kabhi bhi apna kaam doosro ko nahi saumpna nahi chahiye
Doosra bacha: apna kaam khud karna chahiye, anand ki tarah taki hum bhi anand ki tarah aval numbero se pass ho sake
hritik roshan: aaj kaun sa din hai bache : aaj 26th january hai
hritik roshan : aaj ka din mahatvapurna hai , kisliye bache : aaj gantantara divas manaya jata hai hritik roshan : aaj ke din main tumhe kahani sunata hoon
bache : kahiye
Hritik roshan : ek bache ka naam kishore tha, wah bahut honhar, mehanti aur hoshiyar bacha tha. Ek din school ke bus main ate huye
usne dekha ki raste main bada sa pathar pada hai. Bus ka driver apni seat se utarkar pathar hatane laga par wah uthane
main kamyab nahi ho saka. Yeh dekhkar kishore apne dosto ko bulakar kehne laga ki, driver ki madad karenge. Yeh sunkar
doosre bache bole, hum kaise uta sakte hain pathar ko wah to bahut bada hai. Kishore bola ki, try to kar sakte hain. Uske
ishare par sab bache raji ho gaye aur sab bacho aur driver ki madad se pathar uthaya, aur sab khushi khushi bus main
baithkar school pahunche.
Hritik roshan: isse hume seekh kya milti hai
Bache : isse yeh seekh milti hai ki ek jutkar hum sab madad kare to koi bhi cheez hasil ki ja sakti hai
scene 5
nana patekar : kaisa chal raha hai imandar sahib hritik roshan: bahut badiya sir
nana patekar : kuch nok jhok class main hritik roshan : kuch bhi nahi sir
nana patekar : hairan se : amazing
nana patekar : sher ke daant dikhane ke kuch aur khane ko kuch aur hote hai imandar sahib
hritik roshan : aisa kuch bhi nahi hai sir
nana patekar : chalo dekhenge tumhari class ko hritik roshan : chaliye sir
nana patekar : good morning children bache : good morning sir
nana patekar : wah sudhar gaye tum log hritik roshan : main keh raha tha na sir ek bacha : good morning madam
hritik roshan : rukiye sir , bache shararti hai, par meri class mein nahi sir apke class main
nana patekar : to main unko joker nazar ata hoon hritik roshan : aisa hi samajh lijiye
nana patekar : kya matlab
hritik roshan : matlab kuch bhi nahi sir bas apko dekh kar majak karte hain, adat se majboor hain
scene 6
hritik roshan : bacho yeh apne acha nahi kiya. Principal sir ko naraz kar diya bache : sorry sir age se hum nahi karenge
hritik roshan : ispar ek kahani bataon bache : batayiye sir
Hritik roshan : ek ladka tha naam tha karan, karan bahut shararat bacha tha, har waqt doosro ki nakal karke pareshan karta tha, bache
use pehle to pasand karte the, par jab uski nakal jab jaroorat se jyada ho gayi to sab usse naraz the, karan ko yeh pata
nahi tha ki uske dost usse naraz the ek din ek ladki naye class mein ayi , karan as usual nakal karne laga uski, wah
bahut sensitive thi , aur uski nakal jab karan karne laga to gusse mein usne principal se shikayat ki , principal ko gussa
aya jab teachers bhi usse naraz the, principal ne use bulaya aur usko school se nikal diya. Tab karan ko samajh aya,
bolo kya seekh mili
bache : isse shiksha yeh milti hai ki, kabhi bhi kisi ki nakal nahi karna chahiye , na kisi ko naraz karna chahiye, jaise ki humne
principal ke saath kiya
Hritik roshan : very good
scene 7
bache: aaj aap kya pada rahe hai sir hritik roshan : soch raha hoon
bache: padayi ke bare main batayenge hritik roshan : very good to suno
bache: kahiye
hritik roshan : ek bacha tha naam rohit , wah bahut alsi tha, kuch kaam nahi karta tha, na padayi mein , na khel kud main. Doosre
bache usse age the , usko malum nahi tha ki doosre bache usse age kyon the, wah har waqt fail ho jata tha, usko na
reading ki habit thi, na writing ki. Wah is par vishwas bhi nahi tha ki reading jaroorat hai. Akhirkar wah bada athrah
saal ka ho gaya, paruntu abhi bhi school jata tha class seventh. Ek din school ke headmaster ne use kaha kit um free
time mein kya karte ho, rohit bola tv dekhta hoon. School ke head master ne phir kaha kitne ghante , rohit bola dinbhar.
School master ne kaha ki tum padayi mein peeche ho kyonki tum mein reading habit nahi hai . rohit ne kaha ki is
baar wah man lagakar reading habit develop karega aur aval number leke ayega
bache : leke aya sir
hritik roshan : isse kya seekh milti hai
bache: isse yeh pata chalta hai ki tv kum dekhna chahiye aur reading aur writing habit develop karne se bacha aval number se
pass ho sakte hain hritik roshan : to sab log tali bajao hritik roshan : excellent
scene 8
hritik roshan : good morning sir nana patekar : good morning nanapatekar : kya pada rahe ho hritik roshan : kahaniya
nana patekar : aaj main padonga unhe , tum peeche baitho bacho : good morning sir
nana patekar : good morning
nana patekar : ek kahani sunata hoon dhyan se suno , ek beta apni mata pita ka behad dhyan rakhta tha, wah swami Vivekananda ka
bahut bada bhakt tha, doosro ki madad karta tha, log usse bahut khush the, ek din us bete ka baap mar gaya, wah
dasvi kaksha main tha, pitaji ki maut ka sadma laga aur padayi chod di, do saal baad uski maa ne kaha ki apne bare
mein socho, har waqt pitaji ki yaad kyon satati hai, wah chale to gaye par tum udas mat ho , yeh bate sunkar usne
thaan li ki wah apna rasta khud banayega, aur usne ramkrishna math mein bharti hua, bahut mehnat ki aur pata hai kya
hua us balak ka
Nana patekar: wah bharat ka sarvashesh nagrik bana aur apne desh ka naam roshan karke rashtriya puraskar jeet gaya
nana patekar: isse kya seekh milti hai hume
bache : yeh ki mata pita ko jo pujte hain unka kabhi bhi bura nahi hota, aur weh har waqt desh ka naam uncha karte hain
nana patekar shabassh nana patekar : congrats hritik roshan : thank you sir
nana patekar : akhri din main tum Sab logo se miloonga bache : thank you sir
scene 9
hritik roshan : aaj akhri din hai , principal ate hi honge nanatekar : good morning bacho
bache : good morning sir nana patekar : good morning bacho bache : good morning sir nana patekar : good morning bacho bache : good morning sir
nana patekar : well done imandar sahib hritk roshan : thankyou sir
bache : good morning madam every body laughs
DOWRI
Kulbhushan kharbanda (father of rani mukherjee) Amitabh bachan (father of abhishek bachan)
Rani mukherjee (daughter of kulbhushan kharbanda)
Deepika paudkone (daughter of nana patekar and friend of priyanka chopra) Nana patekar (father of deepika paudkone)
Abhishek bachan (son of amitabh bachan) Shabana azmi (mother of rani and priyanka)
priyanka chopra (2nddaughter of kulbhushan kharbanda) tabu (mother of deepika paudkone)
scene 1
bride groom father : dahej laye
kulbhushan aap ke kahe anusar paanch lakh bride groom father aur panch lakh
kulbhushan apne bas panch lakh manga tha bride groom father ab mang raha hoon
kulbhushan mere pas jo tha aapko de diya, iske age main apko de nahi sakta,
bride groom father to yeh shaadi nahi hogi
kulbhushan aap aisa nahi kar sakte , beti wale hai, thoda to reham kariye, shaadi toot gayi to main gaav pe muh dikhane layak
nahi rahoonga
bride groom father woh pehle sochna tha shaadi se pehle, chalo baraat cancel
bride groom goes away
rani mukherjee dies by jumping in the well which was the affected bride for which marriage was being done. Everyone in the family cries
scene 2
Deepika paudkone : kya hua bahut naraz aur gupchup se baithi ho Priyanka chopra behan ki yaad a rahi hai
Deepika paudkone mere se baat korogi apne behan jo meri bhi saheli bhi thi. din bhar to tum apni behan ke bare mein soch nahi sakti .
kuch to socha hoga apne bare mein
Priyanka chopra yahi ki apni behan ka bartaav dekhkar dukh to hai parantu shaadi apni soch rahi hoon ki karoo ya na karoo
Deepika paudkone: mere khyal se iske bare mein bad mein sochenge. Priyanka chopra shukriya
Scene 3
Amitabh bachan : Acha hua ki tum gaav mein theek samay par aye Abhishek bachan kyon koi problem
Amitabh bachan nahi problem to nahi hai bas tumhare shaadi ki baat soch raha hoon
Abhishek bachan shaadi to mein gaav wali ladki se hi koroonga.
Amitabh bachan amazing tum shehar mein rahe ho to maine socha ki tum sheher ki ladki ko apnaoge
Abhishek bachan yahi agar sab gaav ke mard sochenge to gaav wali ladki se kaun shaadi karega
Amitabh bachan baat pate ki batayi hai. Isi baat ko lekar chalo tumhare shehar se ane ki khushi main kuch meetha ho jaye , cadbury’s chocolate Dono haste hain
Scene 4
Nana patekar : ram ram satya hai
Tabu : kiski marne ki khushi main aap matham bana rahe ho
Nana patekar : waise socha ki tum jaogi bhagwan ke paas to mera time pass kaise hoga
Tabu : bahut yaad a rahi hoon pehli baar
Tabu : to main bas khana banane ki cheez hoon
Nana patekar : kehte hain ki jab biwi naraz ho jaye to padosan ka khana khana padta hai
Tabu : to apka matlab hain ki mein bekar main apka khana banati hoon
Nana patekar : waise khyal bura nahi hain Both laugh
Scene 5
Nana patekar : kaha se a rahi ho meri phooljhadi Deepika paudkone : meri saheli ke ghar se
Tabu : woh kulbhushan kharbanda ke ghar se Deepika paudkone : haan
Nana patekar : waise barsaat waha joro se ho rahi hain hain na meri phooljhadi
Deepika paudkone : papa aap bhi na.koi baat aap serious se nahi lete Nana patekar : lo ab phooljhadi ko bhi gussa a gayi. Ek biwi meri aur doosri phooljhadi
Tabu : kabhi to serious ho jayiye
Nana patekar : apno ne kaha hain ki seriousness ek toofan ki tarah ata hain aur log apne ko sambhalte hua jeevan ka swad nahi
chakte. Seriously comedy is required Tabu : phir bhi har baat mein joke
Nana patekar : chalo aaj se no comedy unless required Dono tabu and deepika : thanks
Shabana azmi : beti khana khaogi Priyanka chopra : nahi bhook nahi hai
Shabana azmi : vruksh ka pata jab sookh jata hain to vruksh use nikal phekta hain, usi tarah vyarth main asoo bahane se kuch hasil
nahi hota
Priyanka chopra : pani ka gehraav itna ander hain ki asoo rukte hi nahi Shabana azmi ; kal kisne dekha hain ki vyarth main assoo beh rahe hain. Aaj socho kal kisne dekha hain
Priyanka chopra : kal ki soch hain to dar lagta hain Shabana azmi : kisse dar lagta hain
Priyanka chopra : behan ko dekha tha, aaj samne nahi hain sochoo ki log itne bure kyon hain
Shabana azmi : log ache hain, soch purani hain, vartmaan kehta hain ki logo main badlavv aana chahiye
Priyanka chopra : kya behan ne theek kiya
Shabana azmi : apni apni soch hain tumhe kya lagta hain
Priyanka chopra : pata nahi bas irada pakka nahi hain shadi karne ka , behan chali gayi , khali khali sa lagta hain yeh duniya aisi kyon hain
Shabana azmi : log apne hain , paraye ho gaye, jhooth aur fareb ki duniya main sab kho gaye. Takat aur himmat ki baat karte hain log ,
bina pehchane log apas main jhagda karte hain, sahi aur galat ka andaza apni nazariye se anuman lagate hain. Kya kahe
apne aap se jab logo ki soch itni purani hain.
Priyanka chopra : kya logo main chetna jagrut kar sakte hain hum sab. Shabana azmi : karne ki chaah agar ho to asmaan bhi jameen par a girta hain.
Priyanka chopra : thanks
Scene 7
Kulbhushan kharbanda : Kya hua beti so gayi
Shabana azmi : ha so gayi par udas thi, neend ki ek goli di hai so jane ke liye
Kulbhushan kharbanda : beti ki yaad to mujhe bhi a rahi hai, kya karoo main Shabana azmi : dukh ke asoo hai rok ke rakhiye doosri beti ki shaadi par
Kulbhushan kharbanda : kya pata doosri beti ki shaadi hogi ya nahi, pehli beti ka sadma abhi bhi saha nahi jata
Shabana azmi: shubh shubh boliye bhagvan har baat sunta hai, agar sun liya to doosri beti ka sadma bardash nahi hoga mujhse
Kulbhushan kharbanda : khoob kaha
Scene 8
Abhishek bachan : kuch karne ka irada hai mamaji
Nana patekar kya karoo jab tere jaise ladke se pala jo pada hai Abhishek bachan : ab maine kya kiya
Nana patekar : kuch bhi nahi tere pitaji phone par baat hui thi kaha tu anpad, gavar ladki se shaadi karne ke liye raji ho gaya.
Waise kaun si ladki dekhi hai tumne is gaav mein Abhishek bachan : abhi tak to nahi dekhi. Parantu soch raho hoon. Wah mukhiya ki pehli beti ne atmahatya kar li hai , aisa suna hai
Nana patekar: acha naam suna hai, bahut himmat wali thi, naam ke waste, dam kuch bhi nahi tha us ladki main, main hota to us
ladke ke baap par aisa chanta marta tha ki uski 32 kya kehte hai batees daant tod ke uske haath mein de kar kehta
surat tabhi dikhana jab tu nakli dant lagvayega Abhishek bachan : aur uske age
Nana patekar : uske age phir se tod ke gums rehte hai na uski maramat ke liye paise de deta
Abhishek bachan : iska matlab phir se bates daant Nana patekar: theek suna
Aur dono haste hain
Scene 9
Tabu : bhaiya bete ki shaadi kab kar rahe ho
Amitabh bachan : wahi soch raho hoon kisse karvavu, biwi hoti to kuch baat hoti, wah to guzar gayi ,. Aur mere ko akela apne bet eke
saath rehna pad raha hai
Tabu : to usme kaun si baat hai, koi problem hai bete se
Amitabh bachan : problem kuch nahi, shaadi karvavu apne ladke se, mujhe to koi nazar nahi ati
Tabu : kulbhushan kharbanda ki doosri beti hai, khoobsorat hai, hasmukh hai, acha english bol leti hai, baat karoo unse
Amitabh bachan : na baba na, woh serious admi se, jab bhi bhi dekho udas man se betha rehta hai, ek bar gaya tha unke ghar, pani ki ek
glass di thi shabana azmi, uske baad to doosri glass ayi nahi, pyaas se mar gaya
Tabu : to phir se doosri mang lena tha
Amitabh bachan : waise shaadi ke liye beta raji ho jaye to karva doonga agar abhishek bachan aur priyanka chopra dono raji ho to
Tabu : waise ab jana theek nahi hoga baat karne ke liye, ek saal to intezaar karna hoga, agar tumhari izazat ho to shabana
azmi se baat karke tumhe fauran bata doongi.
Amitabh bachan : waise tumhe is mauke par ek meeetha ho jaye cadbury’s chocolate
Scene 10
Deepika paudkone : tumhari shaadi ka prastav meri mummy lekar tumhare ghar a rahi hai
Priyanka chopra kya meri shaadi ka prastaaav
Deepika paudkone : bewkoof mere bhai ka prastav tumhare saath.
Priyanka chopra: kyon main abhi bhi soch rahi hoon. Itni jaldi nahi kar sakti. As per hindu mythology ek saal ka waqt lagta hai shaadi
karne ke liye
Deepika paudkone : tum bhi purane khayalo ki ladki ho. Jab acha var mil raha hai to hindu mythology ko maro goli. Bacho jaisi baat mat
karo
Priyanka chopra : bade log manege
Deepika paudkone : to tum shaadi ke liye raji ho
Priyanka chopra : abhi bhi soch rahi hoon . ladke ko dekhkar shaadi karunge , phir bhi agar bade raji ho to
Deepika paudkone : woh mere pitaji aur amitabh bachan dekh lenge tumhare pitaji ke saath
Piyanka chopra : woh amitabh bachan jo harwaqt kehte hai kuch meetha ho jaye – cadbury’s chocolate
Deepika paudkone : haa aur Dono haste hai
scene 11
abhishek bachan : aap ka naam priyanka chopra hai
priyanka chopra : haa aur apka naam abhishek bachan hai abhishek bachan ; to apne mera naam suna hai
priyanka chopra : waise apne jo naam suna hai humara, waise maine bhi aap ka naam suna hai deepika paudkone ke muh se
abhishek bachan : waise main ladki ko dekhkar samajh jata hoon achi hai ya buri
priyanka chopra : woh kaise
abhishek bachan : bas practical experience in handling women priyanka chopra : thodi bahut English mujhko bhi ati hai abhishek bachan : kaha tak padi hai apne
priyanka chopra : graduation in English medium abhishek bachan ; to post graduation karni thi
priyanka chopra : mere papa thode purane khayalo ke hai isliye abhishek bachan : apki behan kho jane ka dukh mujhe bhi hai priyanka chopra : thanks for your concern
abhishek bachan : waise aap shaadi karengi
priyanka chopra : Itni jaldi nahi kar sakti. As per hindu mythology ek saal ka waqt lagta hai shaadi karne ke liye.
Abhishek bachan : aap ka matlab hai ki agar koi acha ladka mila to aap hindu mythology ke hisab se use bhi thukra denge
Priyanka chopra : yeh sab bujurg log mante hai. Abhishek bachan : kya aap sab yeh mante hai
Priyanka chopra : nahi , deepika paudkone ne bhi yeh kaha tha Abhishek bachan : behan bhai ka rishta hai isliye
Priyanka chopra : aap bahut dilchasp admi hai, shaadi karne main apse koi shikayat nahi hai
Abhishek bachan : thankyou, aap bhi kamal ki ladki hai, sunkar khushi hui, mere pitaji apke pitaji se baat karenge amne samne.
Abhishek bachan : to is baat par kuch meetha ho jaye – cadbury’s chocolate Dono haste hain
Scene 12
Kulbhushan kharbanda : ayiye padhariye, kaise ana hua mere dwar par Amitabh bachan : socha ki apse important baat kar saku
Nana patekar : waise idea amitabh bachan ka tha apse milne ka Shabana azmi : bahut dino ke baad hamari yaad ayi
Amitabh bachan : aisa hi samajh lijiye
Nana patekar : waise jab ladka ladki raji hai to kya karega kaji Kulbhushan kharbanda : to shaadi ka prastav lekar aye hai aap , apko malum hona chahiye ki meri pehli beti kuch hafte pehle gujar gayi
hai Amitabh bachan : malum hai
Shabana azmi : ek saal tak hum apni beti ka rishta kisi ke saath nahi rakhna chahte
Nana patekar : apne purani kahawat to suni hai ki mor barsaat ke season mein nachta hai
Shabana azmi : to iska matlab
Amitabh bachan : iska matlab hai ki jab ladka aur ladki raji hai to shaadi mein inkaar kaisa
Kulbhushan kharbanda : hamari beti ne iska jikar nahi kiya hai Nana patekar : ab puch lijiye
Shabana azmi : kya kehti ho beti Priyanka chopra ; mein raji hoon
Shabana azmi : humari taraf se koyi khed nahi hai, parantu pehli beti ki guzar jane ka khed hai
Amitabh bachan : woh purane khayalon ki baat hai, ab jab pura desh jag utha hai to hum mein bhi badlav ana chahiye
Nana patekar : yeh baat to tumne theek kaha
Tabu : aap samajh rahe honge ki dahej mein hame kya chahiye Kulbhushan kharbanda : mein bhi yahi soch raha tha
Nana patekar : duniya ulat pulat ho gayi, ladkiya khel kud kar rahi hain,.vishwa mein ladkiya kamal kar rahi hain, purane khayalat
log chodne ko raji hai, desh taraki kar rahi hain, aur aap abhi tak purane khayalon mein hain
Shabana azmi : yeh sab shastron mein likha hai
Tabu : apko malum hai ki meri shaadi kaise huyi thi. Main batati hoon, mere pitaji ka dehanth theek teen din meri shadi nana
patekar se hone ki thi . phir bhi hamne shaadi ki taki ladki yani meri jindagi kharab na ho jaye. Kya hum dono khush
nahi hai
Kulbhushan kharbanda : yeh baat to mujhe pata hai , parantu
Abhishek bachan : kya mein mar jaonga shaadi ki to apki beti se, kya yeh shastron mein likha hai. Apne yeh to suna hoga ki kali bili ko
dekhne se aur cheekh teen bar ane se, log pehle saalo mein andhvishwas the is baat ko lekar, kya wah ab koi yakeen
karta hai, soch ke batayiye
Shabana azmi : mera bhi yahi vishwas hai ki purane khayalat chod dena chahiye
Nana patekar : janam janam ka saath pati patni par dono ko vishwas ho kuch bhi asambhav nahi hai.
Deepika paudkone : thumak thumak ka nache ladki phuljhadi hai mera naam, yakeen aap sabko a jayega bas rukna hai apko ek saal
shaadi ke bad
Shabana azmi, kulbhushan kharbanda : hum sab raji hai
Amitabh bachan : to is baat par ek kuch meetha ho jaye – cadbury’s chocolate Sab haste hain aur priyanka chopra aur abhishek bachan ki shaadi ho jati hai , aur ek saal mein do bache paida karke khushi khushi apna ghar ek naya sa gaav mein banate hain
NEXT
JAAN KI KIMAT
Kulbhushan kharbanda (scientist chandrabhushan) Nasaruddin shah (colleague of kulbhushan kharbanda) Pran (colleague of nasaruddin shah)
Rekha (neighbour of nasaruddin shah) Shah rukh khan (investigating officer) Sanjay dutt (driver of nasaruddin shah) Sunil shetty (relative of nasaruddin shah) Om puri (boss of shah rukh khan)
preity zinta (shah rukh khan ki biwi) Tabu (sunil shetty wife)
Om puri : Kehte hai, Mumbai ki sadko par kam se kam roj, chaalis se pachas log
gangsters ki maut hoti hai . yeh kahani aisi hi anokhi hai ek police officer
crime branch officer ki hai, naam kabir khan.
Shah rukh khan : Mera naam kabir khan hai, pyaar se mujhe sab khan keh ke pukarte hai.
Main is field, yani crime branch field mein, dus saal se, kaam kar raha
hoon. Mumbai ki utar chadav se, har jayese se vakiff hu. Yaha ke log kaise hai, unke bolne ka dang kaisa hai. Aap sab log yahi sochte hoge
ki yeh sab main aap logo ko kisleye bata raho hoon. Meri kahani bhi inhi logo se shuruvat hoti hai. To shuruvat karte hai, aur ayiye ek
kahani jo main aap logo se share karna chahta hoon . to chale, safar 3
saal pehle ki yeh kahani
Scene 1
Police officer : ek lash mili hain. sun kar hairan ho jaoge Shahrukh khan kiski
Shahruk khan oh shit kaha par
Police officer pahadi ke north block khandar mein Shah rukh khan chalo
Scene 2
Shahrukh khan : inki maut kabh huyi thi Doctor kareeb 3:30 am per Shah rukh khan koi nishan, ya ghav
Doctor bilkul nahi, kehna mushkil hai, postmortem report se pata chal sakta hai
Scene 3
Preity zinta : aaj bahut der kar di ane mein Shahrukh khan ek buri khabar hain bharat ke liye
preity zinta kyon tumne police ki naukri chod di hai kya Shah rukh khan majak mat karo I am serious
Preity zinta ok information kya hai
Shah rukh khan scientist Chandra bhushan ki maut ho gayi aaj
Preity zinta try karoo is case mein
Shah rukh khan tum aur madad chodo tumhe police investigation ke bare mein kya Maloom hai tumhe
Shah rukh khan jab main solve nahi kar paonga to tumhari madad jaroor loonga Preity zinta woh mashoor scientist . jisne bharat ko solar energy ke bare mein
Shah rukh khan maloom nahi. Mujhe niyukt kiya hai iski jaalpadtal ke liye Shah rukh khan good night
Preity zinta good night
Scene 3
Shamshaan ghat par
Shah rukh khan : apka naam Sunil shetty srinivas Shah rukh khan karte kya hai
Sunil shetty business chalata hoon Shah rukh khan nasaruddin shah ke
Sunil shetty karibi rishtedar, maa ki taraf se
Shah rukh khan kal aap ghar par the yani nasaruddin shah ke ghar par Sunil shetty unse baat kar raha tha business ke silsilay mein
Shahrukh khan kab tak
Sunil shetty theek barah baje tak
Shah rukh khan itne yakeen se aap kaise keh sakte hai
Sunil shetty kyonki theek barah baje hamare ilake se train gujarti hai Shah rukh khan thank you
Sunil shetty its my pleasure
Scene 4
Tabu jhansi Shah rukh khan wife of
Tabu sunil shetty
Shah rukh khan kab se janti hai aap sunil shetty ko
Tabu kareeb 3 saal se
Shah rukh khan arranged marriage
Tabu no, love + arranged marriage
Shah rukh khan maut ke samay aap kya kar rahi thi Tabu saheli ke ghar thi
Shah rukh khan yani pati ke saath jhagda
Tabu nahi bas pati ne kaha ek bar dost ke ghar hoke aao Shah rukh khan to apne maan li
Tabu haa kyon koi problem Shah rukh khan bilkul nahi
Shah rukh khan saheli ka address hoga apke paas
Tabu address mere paas nahi hai parantu phone number de sakti hoon. phone kabhi bajta hai, kabhi nahi
Shah rukh khan dijiye
Scene 5
Shah rukh khan : naam
Sanjay dutt : naam mein kya rakha hai saab Shah rukh khan paheli mein mat bolo pura naam